Na Wo Din Rahy..!Na Wo Mehfilen..!Na Wo Jaan Se Azeez Log…..! Waqt Cheen K Le Gaya Mere Apne Mujh Se Kahan Kahan…….

ApNi Neend sE MujhE kuCh yon b bohot PeyAr hy “FARAZ”.. K UsNe kAhA thA “MujhE p?n? TuMhArE LiyE sirf Ek Kh?w?b hy.

Usne Jaan Keh Kar Pukara To Hill Gai Mere Dil Ki Zameen FARAZ…!!! Peechay Murr Kar Dekha To Wo Mukhatib Kisi Or Se Tha…!!!

Mujey Chaand TErii TAlab nahi Terii Roshni barii Dooor hai.. Mujey Jis Charaagh SE Pyaaar tha Mera Ghar Usi Nay Jala dia……

Main Shehar Bhar Main Aik Hi Aziyet Pasand Hoon “Mohsin” Gar Chahye Dua Kisi Ko To Mera Dil Dukheye……….!

teri ghaflaton ko khabar kahan mere haal e dil pe nazar kahan tu jafa ki had mein na aa saka, mein wafa ki had se guzar gaya ….!

“Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta”,,, Faraz,.. “Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k”…

Me Jis Ki Khatir Muhabbat Ki Har Had Sey Guzar Gai Hon…Sagar_ Wo Ab Bhi Mujhsey Ye Hi Poochata Hai Such Batao Wafa Karogi…!

Us k Chor jany k Bad hum Mohabbat Nahi Karty Kisi Se …..! Thori Si to Umer Ha Kis Kis Ko Azmaty Phren gy ……….!!

Mein Aansuuoun Ki Nigaahon Se Choomta Tha Tujhe………… Ab Aisay Lamhaat Ibaadat Mein Kiun Nahi Aatay ?????????

Ishq me iss tarah to hota hai…Ik rawish ikhtiyaar kar lena Phir usse jhoot bolte sun’na, Phir uspe aitbaar kar lena …

Yeh aur baat ke main chorr chuka kuuza gari*, Tere jaise to mein matti ke bana sakta hoon.. (kuuza gari;an art of making dishes from sand)

Usey Keh Dena Is Khush Fehmi Main Mat Rahy K Tum Se Ab Hum-Kalam Hon Gay ….. Hum To Khud Se B Khafa Hon To Sadiyan Khamosh Rehty Hain

Mujhe sab qabool he lekin “gham e yaar” mujh se talab na kar, Me USEY kese khud se juda karoOn jo meri umar bhar ki talaash hai.

Mujhy dil ki dharkano’n ka nahi’n aitebaar ‘Mahir’ Kabhi ho gaye hain shikway kabhi ho gaee’n dua’in. . !