Narm narm phoolo?n ka ras nichor leti hain,,, ?wasi?,,, Pathar k dil hote hain ?…titliyon…? k seene main?.!!!

Roz kha letay hein hastey huay chehr’on sey fareb.. Kiya ker’ein apni nigah’on mein murawat hai bohat.!

Ye ata’at hai, Qana’at hai k chahat hai Faraz… Hum tO khush hain, k wO jis haal mein jesa rakhay…

Qadam qadam pey badal rahey hain musafiron ki talab kay rastey, Hawaon jesi mohabbatien hain sadaon jesi rafaqtien hain..

Beqaraari bhi hai, qaraar bhi hai, Gham ganwaar bhi hai, nagwaar* bhi.. (nagwaar;intolerable, insufferable) Safia Shameem

Yeh kya kam hai key mar janay pe duniya yaad karti hai, Kesi key ishq main duniya lut’ta kar hum bhi dekhain gaye..

Idher bhi tum, Udher bhi tum, Yahan bhi tum, wahan bhi tum, Ye tum ney kya Qayamat ki nigahun sey nihaan ho ker.. ..Tala

woh jisay neend kaha kartay hn …sb chain ki neend wo teray baad kbhi aankh mein utri he nhi………..!

main nahi janta piyar main bewafai q milti hai faqat itna janta hon jab dil bhar jaye to log kahin or dil laga letey hain

Nazaaakat hai khatam un Par, Huwaa hai Dard-e-Sar Paida,,, Zara Mathay Ko Chooma tha, Parey Hain Kal Se Sar Baandhay.,,,,

UdaS Honton Pe MuSkurahat k Phool Aayen To Jaan Laina K Dil k Andar Ki Kuch UdaaSi Bohat UdaSi Main Dhal Rahi Hai….

MeIn GuM RehTa HoOn Har LamHa , TerI YaaDoOn K MeLaY MeiN.. TuJhe DilsaY BhuLaNa HaI , MaGaR FuRsaT NahIn MiLti…!!!

tum bohat jazib-o-jameel sahi zindgi jazib-o-jameel nahi mat karo behas haar jao gi husn itni bari daleel nahi…..!!

Wo Jo Aik Shakhs Mataa-e-Dil-o-Jaan Tha, Na Raha, Ab Bhala Kon Mere Dard Sambhaaly “Mohsin”……. ?

Bachon ke chotey hathon ko chaand sitarey chooney ko, Chaar kitaabain parrh kar yeh bhi hum jese ho jayen ge.. Nida Fazili