Gulshan Ki Baharon MeinRangeen Nazaron MeinJab Tum Mujhe DhundhogeAnkhon Mein Nami HogiMehsoos Tumhe Har Dam Phir Meri Kami HogiAakash Pe Jab Tare Sangeet SunayengeBeete Hue Lamho Ko Ankhon Mein SajayengeGamgeen Ghataon Ki Jab Chaon Ghani HogiMehsoos Tumhe Hardam Phir Meri Kami Hogi.Jab Naam Mera Loge Tum Kaap Rahe HogeAansun Bhare Daman Se Moonh Dhaak Rahe HogeMahaul Ke Chehre Par Jab Dhool Jami HogiMehsoos Tumhe Hardam Phir Meri Kami Hogi.Sawan Ki Hawaon Ka Jab Shor Sunoge TumBikhre Hue Maazi Ke Aur Aake Chunoge TumTanhaii Ke Sholon Se Jab Aag Lagi HogiMehsoos Tumhe Har Dam Phir Meri Kami Hogi.Gulshan Ki Baharon MeinRangeen Nazaron MeinJab Tum Mujhe DhundhogeAnkhon Mein Nami HogiMehsoos Tumhe HardamPhir Meri Kami Hogi.

Aaj Ye Kaisi Udaasi Chahyi HaiTanhai Ke Badal Se Bheegi Judai HaiRoya Hai Phir Mera DilJaane Aaj Kiski Yaad Aayi Hai.Bechain Shaam Ko Udaas Raat Ne Aawaaz Lagayi HaiKoi Bhooli Hui Baat Phir Yaad Aayi HaiDard Uthha Hai Aaj Phir Seene Mein MereJaane Kisne Chott Lagayi Hai.Apna Samajh Kar Har Khushi Uspe Lutayi HaiBadle Mein Chaha Pyar Toh Mili Bewafai HaiHue Iss Kadar Rusva Hum KiAaj Khud Pe Sharam Aayi Hai.Uske Intezar Mein Baithi Meri Parchhai HaiKuch Sochkar Aaj Phir Aankh Bhar Aayi HaiJal Rahi Thi Shama Bade Shaan SeJaane Kisne Aakar Bujhayi Hai.Aaj Wahi Taarikh Lautkar Phir Aayi HaiPar Wo Nahin Saath Sirf Meri Tanhai HaiYahi Sochenge Umr Bhar KiKyon Usne Ki Meri Rusvai Hai.Roya Hai Phir Mera DilKoi Baat Aaj Phir Yaad Aayi Hai

Aaj Ye Kaisi Udaasi Chahyi HaiTanhai Ke Badal Se Bheegi Judai HaiRoya Hai Phir Mera DilJaane Aaj Kiski Yaad Aayi Hai.Bechain Shaam Ko Udaas Raat Ne Aawaaz Lagayi HaiKoi Bhooli Hui Baat Phir Yaad Aayi HaiDard Uthha Hai Aaj Phir Seene Mein MereJaane Kisne Chott Lagayi Hai.Apna Samajh Kar Har Khushi Uspe Lutayi HaiBadle Mein Chaha Pyar Toh Mili Bewafai HaiHue Iss Kadar Rusva Hum KiAaj Khud Pe Sharam Aayi Hai.Uske Intezar Mein Baithi Meri Parchhai HaiKuch Sochkar Aaj Phir Aankh Bhar Aayi HaiJal Rahi Thi Shama Bade Shaan SeJaane Kisne Aakar Bujhayi Hai.Aaj Wahi Taarikh Lautkar Phir Aayi HaiPar Wo Nahin Saath Sirf Meri Tanhai HaiYahi Sochenge Umr Bhar KiKyon Usne Ki Meri Rusvai Hai.Roya Hai Phir Mera DilKoi Baat Aaj Phir Yaad Aayi Hai.

RatJagon K Sehra Mein Khawaab Jab Ujar Jaien Tum Udaas Mat HonaZindagi K Mailey Mein Hum Agar Bichar Jaien Tum Udaas Mat HonaJin Pay Naam Likhey Hon Un Ujaar Shaakhon Par Kab Bahaar Aati HaiAarzoo Ki Tehni Say Jab Gulaab Jhar Jaien Tum Udaas Mat HonaJaan Kya Zaroori Hai DashtENaarsaaii Mein Ek Dua Bhi Poori HoHum Agar Rawaajon Ki Sooliyoun Pay Garr Jaien Tum Udaas Mat HonaWaqt Ek Drinda Hai Aur Hum Sabhi Is Ki Dehshaton Ki Zad Mein HaiJab Yeh BeySakoon Lamhey Apni Zid Pay Arr Jaien Tum Udaas Mat HonaJaber Ki Fizaoun Mein Muskura K Jee Laina Yeh Bhi Ek Ibadat HaiChahey Karb K Saaye Meray Qad Say Barh Jaien Tum Udaas Mat HonaKuch Bhi Ho Magar Apney Dilnasheen Tabasum Say Zabt Ka Bharam RakhnaChahey Hum Bichar Jaien Kiyo Na Hum Ujar Jaien Tum Udaas Mat Hona

Aye DilERaayegaan Udaas UdaasPhir Rahay Ho Kahan Udaas UdaasChaand Aik Umer Sey Safar Mein HaiAasmaan Aasmaan Udaas UdaasJab Bhi Dekha Hai Jhaank Ker Dil MeinHo Gaya Sab Jahaan Udaas UdaasZindagi Khail Hai Udaasi KaHam Yahan Tum Wahan Udaas UdaasPhirtay Rehtay Hein Ham Mohabbat MeinMuzmahil, Naatawaan, Udaas UdaasSochta Hoon Ke Meray Seenay MeinJanay Kya Hai Nihaan Udaas UdaasKya Udaasi Siva Nahin Kuch BhiAye Meray LaaMakaan Udaas UdaasRaat Bhar Jaagtay Ho Kyun AakhirIss Tarah Meri Jaan Udaas UdaasIk Taraf Gham Hein, Ik Taraf KhushiyaanAur Main Darmiyaan Udaas UdaasSaaray Kirdaar Hein Mohabbat KeDaastaan Daastaan Udaas UdaasYeh Wohi Hein Hamaray ‘Farhat’ JiShair BeyKaraan Udaas UdaasHam Se Hassas Log ‘Farhat’ JiReh Rahay Hein Yahan Udaas Udaas

Tumhe Jab Kabhi Milein Fursatein Meray Dil Se Bojh Utaar DoMai Bohot Dinon Se Udaas Hoo Mujhe Koi Shaam Udhaar DoMujhe Apney Roop Ki Dhoob Do K Chamak Sakein Meray KhaalOKhadMujhe Apnay Rank Mein Rang Do Meray Saarey Rang Utaar DoKissi Aur Ko Meray Haal Se Na Koi Gharz Hai Na WastaMai Bikhar Gaya Hoo Samait Lo Mai Bigar Gaya Hoo Sanwaar Do.Meray Wehshaton Ko Barha Diya Hai Judayion K Azaab NayMeray Dil Pay Haath Rakho Zara Meri Dharkanon Ko Qarar DoTumhe Subha Kaisi Lai Kaho Meri Khawahishon Kay Diyaar KiJo Bhali Lagi To Yahin Raho Isse Chahto Se Nikhaar DoWahan Ghar Mein Kon Hai Muntazir Keah Fikar Dair Sawair KiBari Mukhtasir See Yeah Raat Hai Isse Chandani Mein Ghuzaar DoKoi Baat Kerni Hai Chand Se Kissi Shaakhsaar Ki Oautt MeinMujhe Raastey Mein Yahin Kahin Kissi KanjEGul Mein Utaar Do

Bohat Dino Ki Baat ThiShabab Per Bahar ThiFiza Bhi Khushgawar ThiNa Jaane Kioun Machal ParaMain Apne Ghar Se Chal ParaKisi Ne Mujh Ko Rok KerBari Aada Se Tok KerKaha Ke Laut AyyeeMeri Qasam Na JayyeeMeri Qasam Na JayyeeMagar Mujhe Khabar Na ThiMahaul Per Nazar Na ThiNa Janey Kioun Machal ParaMain Apney Ghar Se Chal ParaPhir Shehar Se Main Aa GayaKhayal Tha Ke Paa GayaUsey Jo Mujh Se Durr ThiMagar Meri Zaroor ThiPhir Ik Haseen Shaam KoMain Chal Para Salam KoGali Ka Rang Dekh KerNaye Tarang Dekh KerMujhe Bari Khushi HuiMain Kuch Isi Khushi Main ThaKisi Ne Jhank Ker KahaParaye Ghar Se JayyeeMeri Qasam Na AyyeeWohi Haseen Shaam HaiBahar Jis Ka Naam HaiChala Hoon Ghar Ko Chor KerNa Janey Jaoon Ga KidharKoi Nahin Jo Rok KerKoi Nahin Jo Tok KerKahay Ke Laut AyyeeMeri Qasam Na JayyeeMeri Qasam Na Jayyee

Udaas Mat Hua Karo…Udaas Mat Kiya Karo…Yeh Ashk Tairi Aankh K…Udaas Shaam Ki Tarah…Barrha Rahay Hai’n Dukh Mairay…Adhooray Jaam Ki Tarah…Yeh Lab Tairay Gulaab Say…Kushbuo’n Ka Bhaid Hai’n…Yeh Lab Tairay Rafu Karai’n…Jo Mairay Dil May Chhaid Hai’n…Jo RanjOGham K Saaey Hai’n…Woh Hum Nay Khud Banaaey Hai’n…Yeh Khuwaab To Azaab Hai’n…Jo Aankh May Sajaaey Hai’n…Yeh Derd Tall He Jaaey’n Gay…Yeh Waqt Beet Jaaey Ga…Jo Hum Nahee’n To Na Sahi…Koi To Jeet Jaaey Ga…Jo Taiz Ker Day Dharrkanai’n…Woh Naam Mat Liya Karo…Jo Ho Sakay To Aey Sanam…Ha’nsi Khushi Jiya Karo…Udaas Mat Hua Karo…Udaas Mat Kiya Karo…!

Dard Phail Jay Tu,Aik Waqt Ata Hai,Dil Dharakta Rahta Hai,Aarzogazidon K Hoslay Nahi Chatai,Dasht Be Yakini Mai Aasaray Nahi Chaltay,Rahbaron Ki Aankhon Mai ,Manzilain Na Jab Tak Hon,Kaaflai Nahi Chaltai,Aik Zara Tawajoo Se Dekiyai Tu Khulta Hai,Log Un Pe Chalte Hain,Raaste Nahi Chalte,Sochnay Samjhne Se Sath Sath Chalne Se,Dorian Simitin Hainfaaslay,Nahi Chalte,Bakht Sath Chalta Hai,Taa’lai Aazmaon K,Waqt Raam Kernay Maitajzion K Daaown Kia,Tajrubay Nahi Chalte,ISHQ K Ilaqay Mai ,HukmIYar Chalta Hai,Zabtaiy Nahi Chalte,Husn Ki Aadalat Mai,Aajizi Tu Chalti Hai,Martabay Nahi Chalte,Dosti K Rishton Ki Perwarish Zarori Hai,Silsilay Taa’luq K Khud Se Ban Tu Jate Hain,Likin In Shagufun Ko Totnay Bikhernay Se,Rokna Bhi Parta Hai,Chahaton Ki Mitti Mai,Aarzon K Podon Ko,Sichna Bhi Parta Hai,Ranjishion Ki Bataon Ko, Bhoolna Bhi Perta Hai

Basti Basti Khor Udasi Parvat Parvat Khali Pan,Man Hira Bemol Lut Gaya Ghis Ghisri Ka Tan Chandan,Is Dharti Se Us Ambar Tak Do Hi Chiz Gajab Ki Hai,Ek To Tera Bhola Pan Hai Ek Mera Deewana Pan……..Main Uska Hoon Vo Is Ahsaas Se Inkar Karta Hai,Bhari Mahfil Me Bhi Ruswa Mujhe Har Baar Karta Hai,Yakin Hai Sari Duniya Ko Khafa Hai Humse Vo Lekin,Mujhe Maloom Hai Phir Bhi Mujhise Pyar Karta Hai……..Jiski Dhoon Par Dunia Naache Dil Ek Aisa Taara Hai,Jo Tumko Bhi Pyaara Hai Jo Humko Bhi Pyaara Hai,Jhoom Rahi Hai Saari Dunia Jabki Humaare Giton Par,Tab Kahti Ho Pyar Hua Hai Kya Ahsaan Tumhara Hai……..Bahut Bikhra Bahut Toota Thapde Sah Nahi Paaya,Hawaon Ke Isharon Par Magar Main Bah Nahi Paaya,Adhoora Ansuna Hi Rah Gaya Ye Pyaar Ka Kissa,Kabhi Tum Sun Nahi Paayi Kabhi Main Kah Nahi Paaya………

Mujhe Apny Zabt Pey Naz Tha, SareBazam Raat Ye Kia HoaMery Ankh Kaise Chalakh Pari, Mujhe Ranj Hai Ye Bura HoaMeri Zindagi Ke Charagh Ka, Ye Mizaj Koi Naya NahiKabhi Roshni Kabhi Tareqi, Na Jala Hoa Na Bujha HoaMujhe Aap Kuen Na Samjh Sake, Ye Apny Dil Sey Hi PochiyeMery DastanEHeyat Ka, Hai Warq Warq Khula HoaAbhi Abhi Mere Pass Se, Jo Nazar Bacha Key Ghoor GayeYe Mery Shaher Ke Log Hain, Mere Ghar Sey Ghar Mila HoaMujhe Jo Bhi DushmanEJan Mila,Wohi Pukhta KaarEJafa MilaNa Kisi Ke Chot Ghalat Pari, Na Kisi Ka War Khata HoaMujhe Ham Safar Bhi Mila Koi, Tu Meri Tarha Hi Luta HoaKabhi Manziloon Se Hata Hoa, Kabhi Qafiloon Sey Luta HoaMujhe Ik Gali Mein Para Hoa, Kisi Bad Naseeb Ka Khath MilaKaheen KhoonEDil Sey Likha Hoa, Kaheen Ansoon Sey Mita HoaHamein To Ye Bhi Haq Nahi, Ke Shareq Bazam Khooloos HonNa Chehre Pe Apne Naqab Hai, Na Kuch Asteen Mein Chupa Hoa

Ajeeb Ladka Hoon Khud Ko Jalaana Chahta Hoon,Main Khud Ko Rakh Kar Kahi Bhool Jana Chahta Hoon,Mere Naseeb Ki Khushiya Bhi Kab Mili Mujhko,Bas Ab To Umar Bhar Aansoo Bahana Chahta Hoon,Najaane Kitni Mohabbat Hai RanjOGhum Se Mujhe,Koi Bhi Dard Ho Dil Mein Chhupana Chahta Hoon,Baha Baha Ke Ye Aasnoo Bikhar Chuka Hoon Bahut,Simat Ke Zaat Mein Ab Muskurana Chahta Hoon,Jise Ek Umar Dil Mein Chhupa Ke Rakha Hai,Wo Raaz Aaj Main Sabko Batana Chahtaa Hoon,Wahi Hai Yaad Jo Achcha Kaha Hai Logo Ne,Baki Saare Sitam Bhool Jana Chahta Hoon,Mujhe Zamane Ne Pathar Samjh Liya Hai Magar,Main Ek Ladka Hoon Sabko Batana Chahta Hoon,Jo Mujhse Rooth Chuki Hai Zamane Ki Khushiyaa,To Main Bhi Un Khushiyo Se Rooth Jaana Chahta Hoon,Koi To Ho Jo Lagaye Mujhe Seene Se,Kisi Ko Main Bhi Apne Gum Sunana Chahta Hoon,Tu Apne Dil Ke Har Ek Dar Ko Khol De,Main Dard Bankar Tere Dil Mein Aana Chahta Hoon..!!!

yahin ke thi mohabbat ke sabaq ke ibtada main neyahin ke jurrateizhareharfemudd’a main neyahin dekhe the ishvenazoandazehaya main neyahin pahale suni thi dil dhadakane ke sada main neyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhidilon mein izdahamearazu lab band rehte thenazar se guftagu hoti thi dam ulfat ka bharate thena mathe par shikan hoti, na jab tevar badalate thekhuda bhi muskura deta tha jab hum pyar karte theyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhiwo kya aata ke goya daur mein jamesharab aatawo kya aata rangili ragani rangin rabab aatamujhe ranginiyon mein rangane wo rangin sahab aatalabon ke mein pilane jhumata masteshabab aatayahin kheton mein pani ke kinaro yaad hai ab bhihaya ke bojh se jab har qadam par lagazishen hotinfazan mein muntasar rangin badan ke larazishen hotinrababedil ke taron mein musalasil jumbishen hotinkhifaeraz ke purlutf baham koshishen hotinyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhibalaefikrefarda hum se koson dur hoti thisururesarmadi se zindagi mamur hoti thihamari khilwatemasum rashqetur hoti thimalak jhula jhulate the gazalkhwan hur hoti thiyahin kheton mein pani ke kinare yaad hai ab bhina ab wo khet baqi hain na wo aaberawan baqimagar us aisherafta ka hai ik dhundala nishan baqiPoet of the Poem/Ghazal or Nazam: Makhdoom Mohiuddin

Terey Baghair Sard Mosmo’n Ke Khusgawar Din Udaas Hen…Fiza Me Dukh Racha Hoa Hi..Hawa Koi Udaas Geet Gungana Rahi Hi…Phool Ke Labo’n Pe Peyas Hi..Aisa Lagta Hi..Hawa Ki Aankhen Rotey Rotey Khushk Ho Gai Hon..Saba Ke Dono Hath Khali Hon..Keh…Shehr Mein Tera Koi Pata Nahen…Saans Lena Kitna Mahaal Hi..Udassian Udassian Ajab Haal Hi..Tamam Sabz SayyaDar Pero’n Ney…Tery Baghair Wehshato’n Me Apney Perahan Ko Tar Tar Kr Dia…Ab Kisi Shajr Key Jism Per Qubba Nahen….Sookey Zard Pattey…Koo Ba Koo Teri Tilaash Me Bhatak Rahey Hen…Meray Daricho’n Me Gulabi Dhoop Roz Jhaankti Hi…Mgr Uss Ki Aankho’n Me..Wo JagMgahetie’n Nahen…Jo Teray Waqt Me Zameen Key Sabeeeh Maathey Per… (Sabeeh=Roshan)Soorajo’n Ki Kehkashan’n Sajaaney Aatie’n Thien..Zamee’n Bhe Meri Trah Hi..Teray Baghair Es Ki Kohk Se Bhe Ab..Koi Gulaab Uug Na Paye Ga..Zamee’n Banjer Ho Gai Hi…Aur…Meri Rooh Ki Bahaar Aafree’n Kohk Be…Meri Soch Key Sadaf Mein…Fun Key Suchey Moti Kis Trah Janam Lia Kren…Keh Main SarapaETashnagi Hon…Aur Door Door Tak, VisaalEAbr Ki Khabr Nahen…Meray Aur Teray Darmian…Paanch Paanio’n Key Des Mein…Kachey Gharrey Bhe To Meri Dastars Se Door Hen…Mian Kis Trah SHER Kahoo’n…Meri Soch Key Badn Ko, Tooo Namoo To Dey…Keh…Main Teray Baghair Ek Sehra Hon……….!!