aadatan tum ne kar diye vadeaadatan hum ne aitabar kiyateri rahon mein baraha ruk karhum ne apana hi intazar kiyaab na mangenge zindagi ya rabye gunah hum ne ek bar kiyaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Gulza

”SUBHA”ki”KIRAN”boliuth dekh kya “”NAZARA”” hai. Meine kaha: “RUK”pehle “SMS” to kar lon us  ko jo subha se “PYARA”hai. 

Dosti K Naam Pay Deewaanay Chalay Aatay HainShama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay HainTu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na AaPar Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..Share By : Bindu Mahajan

Ye Zindagi Tere Saath HoYe Arzoo Din Raat HoMain Tere Sang Sang ChalonTu Har Safar Mein Mere Sath HoMain Kanton Par Bhi Chal ParonTere Pyar Ki Jab Barsat HoKabhi Sham Dhalay Jab Hum MilainNa Din Dhalay Na Raat HoYe Zindagi Tere Sath Ho… !

Zindagi Ek Chahat Ka Silsila Hai,Koi Mil Gaya To Koi Bichad Gaya,Jinhe Manga Tha Duao Mein,Voh Kisi Ko Bina Maange Mil Gaya.Ankhon Ki Zuban Woh Samajh Nahi Pate,Hooton Se Hum Bhi Kuch Keh Nahi Pate,Apni Bebasi Hum Kis Tarah Kahe,Koi Hai Jiske Bina Hum Reh Nahi Pate.

Jo Hum Mehsoos Kerte HainAgar Tum Tak Pohanch JayeTou Bas Itna Samajh LenaYe Un Jazbo’n Ki Khusbuu HayJinhai’n Hum Keh Nahi SakteMagar Tum Jo Ijazat DoTou Chand Lafzo’n Main Keh DoonK Tum Bin Jee Nahi Sakte …K Tum Bin Jee Nahi Sakte …

Kabhi aansu kabhi khushi bechihum garibon ne bekasi bechichand sanse kharidane ke liyeroz thodi si zindagi bechijab rulane lage mujhe sayemain ne uqta ke roshni bechiek hum the ke bik gaye khud hivarana duniya ne dosti bechiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :  Abu Tali

Merii sariii zindagi muhabtun ki talash mn guzrii.. is rah per.. hath lahuluhan our wajOOd reza reza hua ye dukh main hans k seh leta.. agar sachiii muhabten apnii azmatun k mukam pe milten ye dukh nae k muhabten na milen… gham ye h “RISHTUN NE APNA MAAN KHo DIA”

Zindgi ABCD HaiA= AitbaarB= BharosaC= ChahatD= DostiE= EnaayatF= FeslaG= GumH= HumdamI= IntjarJ= jasbatK= KismatL= LamheM= MohabbatN= NarajgiO= OrP= pyarQ= QurbaniR= RisteS= SamjhotaT= TanhaiU= UmeedV= ViraniyaW= waadaX= XcuseY= YaadeinOr in sub feeling se milkar banti hai..Z= Zindgi

Kam nahi meri zindagi ke liyechain mil jaye do ghadi ke liyeae dilezar kon hai terakyon tadapata hai yun kisi ke liyekitne saman kar liye paidaitni choti si zindagi ke liyeaisa ‘faiyyaz’ gham ne ghera hailab taras hi gaye hansi ke liyePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Faiyaz Hashmi

Dard Ki Har Ik Hadd Se Ab Guzar Gaya Hon MainPhir Kabhi Na Simtunga Youn Bikhar Gaya Hon MainMout Bas Naheen Aati Rooh K Nikalne SeSans Mujh Main Baqi Hai Phir Bhi Mer Gaya Hon MainZindagi Main Jitni Bhi Roshni Thi Uss Se ThiMustaqil Andhero’n Main Ab Utar Gaya Hon MainShare By : Jatin Gandhi

“Mai”Kabhi Khamosh Insaan Se PoochoDil Bar Ata HaiBohat Kuch Nazar Mai Hai SamayaPalak Ko Rhoke Hoe HaiQun Majboor Hai YehAndar He Andar Das Giya HaiAndhaira He Andhaira HaiMai Hon Roshni Ki Talash MaiAb Thakan Hai Tari Muje PeLakin Iman Zinda Hai MeraHaq Haq Haq Allah Ho……

Is tarah har gham bhulaya kijiyeroz maikhane mein aaya kijiyechod bhi dijiye takalluf shekh jeejab bhi aayen pi ke jaya kijiyezindagi bhar phir na uterega nashain sharabon mein nahaya kijiyeae hasinon ye guzarish hai meriapne hathon se pilaya kijiye Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Hasrat Jaipuri

Zindagi se badi saza hi nahiaur kya jurm hai pata hi nahiitane hisson mein baat gaya hun mainmere hisse mein kuch bacha hi nahisach ghate ya bade to sach na rahejhooth ke koi inteha hi nahijad do chandi mein chahe sone meinaaina jhooth bolata hi nahiPoet  of  the Poem / Ghazal or Nazam :Krishan Bihari Noo

Ya Zindagi Bari Ajeeb SeKabi Gulzar SeKabi Bayzar SeKabi Kushee Humaray Saat SaatKabi Ghammo Ke Barsat SeKabi Tufano May Bhi Hain RastayKabi Manzelon Ka Pata NaiKabi Do Kadam Pay Hay ZindagiKabi Sadio Intazar SeKabi Har Kadam Pay Hay ImtahanKabi Bin Mangay Innam HayKabi Kuch Nai Kabi Sub Kuch SeYa Zindagi Bari Ajeeb Se