Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor DiyaApni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor DiyaSab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum NeAb Dil Main Maazi Basana Chor DiyaKaanton Se Bhar Dete Hain Log DaamanHum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor DiyaKabhi Na Maangen Ga Kisi Se Bheek Mohabbat KiIs Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya

Tabahi ka apni nishan chod aayevaraq dar varaq dastan chod aayehar ek ajanabi se pata puchate haintujhe zindagi hum kahan chod aayewohi log jine ka fan janate hainjo ehasasesudoziyan chod aayenikal aaye tanaha teri rahaguzar parbhatakane ko hum karavan chod aaye Poet of the Poem /  Ghazal or Nazam: Kaif Azeemabadi

Ishq fana ka naam hai ishq mein zindagi na dekhjalvaeaftab ban zarre mein roshani na dekhshauq ko rahnuma bana jo ho chuka kabhi na dekhaag dabi hui nikal aag bujhi hui na dekhtujh ko khuda ka vasta tu meri zindagi na dekhjis ke sahar bhi sham ho us ke siyah shavi na dekh Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Jigar Moradabadi

Wo ke har ahademuhabbat se mukarata jayedil wo zalim ke usi shakhs pe marata jayemere pehlu mein wo aaya bhi to khushbu ke tarahmain use jitana sametun wo bikharata jayekyon na hum usako dilojan se chahen “tashna”wo jo ek dushmanejan pyar bhi karta jayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Alam Tab ‘Tashna’

Khush rahe ya bahut udas rahezindagi tere aas pas rahechand in badaliyon se nikalegakoi aayega dil ko aas rahehum muhabbat ke phul hain shayadkoi kanta bhi aas pas rahemere sine mein is tarah bas jameri sanson mein teri bas raheaj hum sab ke sath khub hanseaur phir der tak udas rahePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Bashir Bad

Laqab Zamane Ka Kis Qadar Ikhtiar KarunSabab Yeh Hay Ke Inkaar Ya Ekraar KarunMotiyon Ko Piroya Hai Kachhe Dhagon MeinTootne Se Qibl Tera Ebadat Eftikhar KarunQismat Se Mujhko Kya Gila Nasha Me Nasabur HunIs Ghame Tufail Me Kyun Na Jaan Nisar KarunGham Ishq Me Ashk Se Shailaab Bana HaiAb Aab Ke Lahron Me Taseer Ka Israr Karun..!!!

Beqarari si beqarari haidin bhi bhari hai raat bhari haizindagi ke bisat par aksarjiti bazi bhi hum ne hari haitodo dil mera shauq se todocheez meri nahi tumhari haibarehasti utha saka na koiye gamedil jahan se bhari haiaankh se chup ke dil mein baithe hohae kaisi ye pardadari hai Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Tabish Dehlvi

Ye raz hai meri zindagi kapahane huye hun kafan khudi kaphir nashtaregam se chedate hainik tarz hai ye bhi dil dahi kao lafzobayan mein chupane waleab qasd hai aur khamoshi kamarana to hai ibtada ke ik baatjina hai kamal muntahi kahan sina gulon ke tarah kar chakde mar ke sabut zindagi kaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Asghar Gondvi

Zindagi yun hui basar tanhaqafila sath aur safar tanhaapne saye se chaunk jate hainumr guzri hai is qadar tanharaat bhar bolate hain sannateraat kate koi kidhar tanhadin guzarata nahi hai logon meinraat hoti nahi basar tanhahum ne daravaze tak to dekha thaphir na jane gaye kidhar tanhaPoet  of  the Poem / Ghazal or Nazam :Gulza

aadmi aadmi ko kya degajo bhi dega vahi khuda degamera qatil hi mera munsib haikya mere haq mein faisala degazindagi ko qarib se dekhoisaka chehara tumhen rula degahamase pucho dosti ka siladushmanon ka bhi dil hila degaishq ka zahar pi liya “fakir”ab masiha bhi kya dava degaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sudarshan Faaki

Aoo Kabhi Milne Ko Bahana Nahi Acha,Nazron Mein Raho Meri , Zamana Nahi Acha.Mango Jo Khushi Se To Dil0Jan Luta Doon,Youn Chup K Mere Dil Ko Churana Nahi Acha.Ham Aaj Bhi Kaayil Hain Usi Baat K Yaro,Jab Dil Na Milain , Hath Milana Nahi Acha.Do Din Ki Zindagi Hai Usay Hans K Guzaro,In Keemti Lamhon Ko Ganwana Nahi Acha.Share By : Syed Aslam

Zindagi tujh ko manane niklehum bhi kis darja divane niklekuch to dushman the mukhalifsaf meinkuch mere dost purane niklenazarandaz kiya hai us nekhud se milane ke bahane niklebebasarat hai ye basti yaroaaina kis ko dikhane niklein andheron mein jiyoge kab takkoi to shama jalne niklePoet  of  the Poem / Ghazal or Nazam :Ameer Kazalbash

Apna Hissa Shumar Karta ThaMujhse Itna Wo Pyar Karta ThaWo Banata Tha Meri TasveerainUnse Batein Hazaar Karta ThaMera Dukh Bhi KhuloosENiyat SeApna Dukh Hi Shumar Karta ThaSuch Samjhta Tha Jhoot Bhi MeraYun Mera Aitbaar Karta ThaPehle Rakhta Tha Phool Raste MeinPhir Mera Intazaar Karta ThaAj Pehlu Main Wo Nahi FarazJo Mujhe Pe Jaan Nisaar Karta Tha.

aa bhi jao ke zindgi kam haitum nahi ho to har khushi kam haivada kar ke ye q aaya nahishahar mai aj raushani kam haijane kya ho gaya hai mausam kodhup ziyada hai chandani kam haiaaina dekh kar khayal aayaaj kal un ke dosti kam haitere dam se hi main mukammal hunbin tere teri ‘yamini’ kam haiName of  Poet or a poem by Yamini Das

Tumse To Kahin Pyar Hi Nahi Kiya Tha,Woh Tho Bus Ek Bhana Tha Tumhare Saath Waqt Bitane KaTumse Tho Kabhi Pyar Hi Nahi Kiya Tha,Woh Tho Ek Bhana Tha Tumhare Saath Hasne KaTumse Tho Kabhi Pyar Hi Nahi Kiya Tha,Woh Tho Ek Bhana Tha Tumhare SaathBure Waqt Mein Ek Dusre Ka Saath Dene KaTumse Tho Kabhi Pyar Hi Nahi Kiya ThaWoh Tho Bus Ek Khani Bana Tha..!!!