Kis ko qatil main kahun kis ko masiha samajhunsab yahan dost hi baithe hain kise kya samajhunwo bhi kya din the ke har vaham yaqin hota thaab haqiqat nazar aaye to use kya samajhundil jo tuta to kai hath dua ko utheaise mahaul mein ab kis ko paraya samajhunzulm ye hai ke hai yaqta teri beganaravilutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samajhun

Your Comment Comment Head Icon

Login