Ghazal ka matlab likh raha hoon taki padhne walon ko ashaani ho :Mera qatl kar ke soharat mili mere shagird ko. meri nigaah use takhtirahi magar mujhse milne kabhi woh nahin aayaGhazal aap ki nazar..Aap ke Reply ka mujhe besabri se intazarrahega.Mera Qateel – Shayarsaaya tak uska nazar nahin aayakabra khudwakar be-khabar nahin aayamujhe sula kar, hua woh ruksat kahinqateel mera wapas ghar nahin aayamaut naseeb hui mujhe, saugat ki tarhajab tak jeeya gam-e-safar nahin aayasohrat mili use mere jaane ke baadmujhse milne mere mayyat par nahin aayabe-sabra “nigaah” tak-ta raha magarsham-ma bujh gayee woh shayar nahin aaya..

Your Comment Comment Head Icon

Login