Kitabon mein mere fasaane dhundhte hainNadaan hain, guzre zamane dhundhte hainJab woh the, talaash-e-zindagi bhi thiAb to maut ke thikane dhoondhte hainKal khud hi apni mehfil se nikala thaAaj hue se diwane dhundhte hainMusafir bekhabar hain teri aankhon seTere shahar me maykhane dhoondhte hainTujhe kya pata E-sitam dhaane waleTere diye zakhmon me pyar ke nazraane dhoondhte hainnikal aate hain ashq hanste hanstehum to rone ke bahane dhoondhte hain

Your Comment Comment Head Icon

Login