Mera jee hai jab tak teri justaju haizaban jab talak hai yahi guftagu haikhuda jane kya hoga anjam is kamain besabar itna hun wo tund khu haitamanna hai teri agar hai tamannateri aarzoo hai, agar aarzoo haikiya sair hum ne gulzar-e-duniyagul-e-dosti mein ajab rang-o-bu haiganimat hai ye did wa did-e-yaranjahan mund gayi aankh, main hun na tu hainazar mere dil ki padi “dard” kis parjidhar dekhata hun wahi ru-ba-ru hai

Your Comment Comment Head Icon

Login