Had-e-nigah tak ye zamin hai siyah phirnikali hai juganuon ke bhatakati sipah phirhonton pe aa raha hai koi naam bar barsannaton ke tilism ko todegi aah phirpichale safar ke gard ko daman se jhad doaavaz de rahi hai koi suni rah phirberang aasman ko dekhegi kab talakmanzar naya talash karegi nigah phirdhili hui giraft junun ke ke jal uthataq-e-havas mein koi charag-e-gunah phir.

Your Comment Comment Head Icon

Login