Quaid Thei Unke Dil MeinDhadkane Bann Kar Seene Mein RaheHue Woh Kuch Iss Tarah Se BewafaDil Soz-E-Nihaan Mein Jal Gayaa

Hum Woh Hasti Hai Be_WajoodDil-E-Dehliz Se Nikale GayaeBhejoge Lakh Tum Salam-E-IshqFurqat-E-Gum Hamara Azal-E-Alvida Hai

Dil Me Basata Main Tasveer UskiBan Gaya Hun Khud Taqdeer UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski

Khud Ko Khone Laga Hoon Baatoan Me UskiLut Ne Laga Hoon Chahon Me UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski

Mili Har Qadam Per Rafaqat TumhariKahan Hum Kahan Ye Inayat TumhariHumein Chahiye Bas Taaluq TumharaMohabbat Mile Ya Adawat Tumhari

Talu-E-Subah Shahadat H Raat Doob GyiLahu Me Beyate Fasiq Ki Baat Doob GyiIdhar Hussain Ki Gardan Par Mus Hua QanjarUdhar Yazeed Ki Nabze Hayat Doob Gayi.

Nikle Jo Aankho Se Ashq Tou Qutar-E-Shabnam PiiyaDard-E-Pinhaan Mehsoos Hua Teri Tanhai Mein Shamil HueNa Koi Sila Na Fasanaha-E-Alam Na Ab Koi Muntazir BakiLaut K Aaya Parvana Habiba Karde Fanaa Imandari Se Tujhme.

Aziz itna hi rakho ke jee sanbhal jayeab is qadar bhi na chaho ke dam nikal jayemile hain yun to bahut aao ab milen yun bhike ruh garmi-e-anfas se pighal jayemuhabbaton mein ajab hai dilon ko dhadaka sake jane kon kahan rasta badal jayerahe wo dil jo tamanna-e-taza tar mein rahekhusha wo umr jo khvabon hi mein bahal jayemain wo charag-e-sar-e-rahaguzar-e-duniya hunjo apani zat ke tanhaiyon mein jal jayehar ek lahaja yahi aarazu yahi hasratjo aag dil mein hai wo sher mein bhi dhal jayePoet of the poem or ghazal or Nazam: Obaidullah Aleem

Shish-E-Dil Mera Toda Rehja RehjaPhir Bhi Rahi Tum Meri Pyari Aziza

Uski Bezaar-E-Bad Dua Mein Hayaat MeriGujarne Lagi Maikhane Mein Kahi

Kabhi Hasaati Hai Kabhi Rula Deti HaiSambhal Ke Chalna Badi Natkhat He Zindagi

Chaader Pe Padi Ek Salwat He ZindagiKahin Dile-Dariya Kahin Khatpat Hai Zindagi

Chand Ko Toh Badnaam Kiya Tha UsneKe Chand Dekhte He Aaj Uski Zubaan Badal Gayi

Woh Samjhe Ke Barbaad Hue HumKaise Kahu O Bewafa Maikhane Se Roshan Hue Hain Hum

Dard Dil Ka Yun Roz Ubharta HaiNa Mile Woh “Masroor” Dariye Se Toh Mil