Malaal-E-Dil Mera Dhadkan Tere Naam Ki Khone LagaKoyi Paigaam Usne Likha Aur Gehra Zakhum Hone Laga

Milta Tha Khuda Bhi Aaj Kal Mujhe MaikhaneKya Kehta “Masroor” Ke Tanhaai Ka Waqt Kaisa Tha

Dil Ki Bebsi Meri Koi Tawaazun Na RahiBhool Gaya Sara Jamana ‘Sheikh’ Woh Mujko Chhod Gayii

Dil Kii Dharkan Mein Teri Yaadein Bikhar GayeeBujh Gai Roshni Meri Jab Terii Raan’aaii Chali Gayii

Yun Zamaana Toh Har Waqt Dil Ke Kareeb ThaNa Jaane Kyun “Masroor” Dariye Se Leher Khisak Gayi

Kaise Maan Lete Ke Sazaa Ke Mustahiq Thahre Hain HumIzhaar-E-Mohabbat Humne Bhi Auro Ki Tarah Kiya Tou Tha

Hai Abhi Baki UskiUlfat-E-Nigha Ki Talab MujheJhoomti Rahi Dilruba MeriAjnabi Baahon Ke Halqe Mein Lachakti.

Lafzo Mein Hi Khuda Ko Usse Yaad Nahi Karta Koi YahanTasbi Karta Hai Woh Har Subah Par Uske Darr Jhukta Nahi

Umeed Thi Use Dekh Ke Mil Jayegi Manzil-E-TaskiinManzar Pe Tabassum Bikhra Ke Jashan-E-Masarat Manake Gayee.

Kya Khwaish Karu Peene Ki Yahan Koi Intezaam Hi KahanZikr Karu “Masroor” Ka Maikhana Band Hota Nahi

Shoq-E-Aziyaat Taqdeer MeriSulagti Dhuein Mein UdiGuzara Mein ‘Sheikh’ Ab AlvidaSarhad-E-Marg-E-Musalsal Sahi.

Milti Nahi Fursath Yaadon Se UskiRehta Hoon Masroof Baaton Me UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski

Sulagte Aansu Mein DoobiIss Aankon Mein Taab-E-Nazar Hai AbhiKaise Doon Use Ye Ilzam-E BewafaiKe Khayee Thi Kasam Usne Rooh Ki Meri.

Ajab Si Sheereeni Hai Baatoan Me UskiGhazab Si Mehek Hai Saansoan Me UskiMain To Bas Itna Kahunga Ke Meri Jaan Me Basti Hai Jaan Uski

Sheikh Dard-E-Zindagii Mein, Kaho Unse Ab Ilzaam Koi Likh DeLakh Koshish Thi Dayaar-E-Dil Mein, Ishq-E-Mohabbat Mein Koi Chirag Jalaye