ek muddat hui ek zamana huakhakegulashan mein jab aashiyana huazulfebaraham ki jab se shanasai huizindagi ka chalan mujremana huaphul jalate rahe chand hanste rahaaarzoo ka muqammal fasana huadaag dil ki shahanshah ki sikke banedil ka mufliskada jab khazana huarahbar ne palat kar na dekha kabhirahroraste ka nishana huahum jahan bhi gaye zauqesajda liyehar jagah aap ka aasatana huadekh mizarab se khoon tapakane lagasaz ka tar margetarana huapahale hoti thi koi vafaparavariab to “sagar” ye qissa purana huaPoet of the poem/ghazal or Nazam:  Sagar Siddiqui

Your Comment Comment Head Icon

Login