Jab meri haqiqat ja ja kar un ko sunai logon nekuch sach bhi kaha kuch jhooth kaha kuch baat banai logon nedhayen hain hamesha zulmositam duniya ne muhabat valon pardo dil ko kabhi milane na diya divar uthai logon neaankhon se na aansu ponch sake honton pe khushi dekhi na gaiaabad jo dekha ghar mera to aag lagai logon netanhai ka sathi mil na saka ruswai mein shamil shahar huapahale to mera dil tod diya phir id manai logon neis daur mein jina mushkil hai ae ‘ashk’ koi aasan nahihar ik qadam par marane ke ab rasm chalai logon nePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ibrahim Ashk

Your Comment Comment Head Icon

Login