meri zindagi pe na muskara mujhe zindagi ka alam nahijise tere gham se ho vasta wo khizan bahar se kam nahimera kufr hasilezud hai mera zud hasilekufr haimeri bandagi wo hai bandagi jo rahinedairoharam nahimujhe ras aaye khuda kare yahi ishtibah ke satenunhen aitabarevafa to hai mujhe aitabaresitam nahiwohi karavan wohi raste wohi zindagi wohi marahalemagar apaneapane muqam par kabhi tum nahi kabhi hum nahina wo shanejabreshabab hai na wo rangeqahareitab haidilebeqarar pe in dinon hai sitam yahi ki sitam nahina fana meri na baqa meri mujhe ae ‘shakeel’ na dhundiyemain kisi ka husnekhayal hun mera kuch vujudoadam nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Shakeel Badayuni

Your Comment Comment Head Icon

Login