mit gaya jab mitane vala phir salam aaya to kyadil ke barbadi ke bad un ka payam aaya to kyachut gain nabzen ummiden dene vali hain javabab udhar se namabar leke payam aaya to kyaaj hi mitana tha ae dil hasaratedidar meintu meri nakamiyon ke bad kam aaya to kyakash apni zindagi mein hum ye manzar dekhteab sareturbat koi mahasharkhiram aaya to kyasans ukhadi aas tuti cha gaya jab rangeyasnamabar laya to kya khat mere naam aaya to kyamil gaya wo khak mein jis dil mein tha armanedidab koi khurshidvash balaebam aaya to kya Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Dil Shahjahanpuri

Your Comment Comment Head Icon

Login