Sare jahan se acha hindustan hamarahum bulbulen hain is ke ye gulistan hamaranote: while the books i have quote the last lineas “gulistan hamara”, i have always heardthe song sung as “gulsitan hamara”gurbat mein hon agar hum rehta hai dil vatan meinsamajho waheen hamen bhi dil ho jahan hamaraparvat wo sab se uncha hamsaya aasman kawo santari hamara wo pasaban hamaragodi mein khelati hain is ke hazaron nadiyangulshan hai jin ke dam se rashkejanan hamaraae aaberudeganga wo din hai yaad tujh koutara tere kinare jab karavan hamaramazhab nahi sikhata aapas mein bair rakhnahindi hain hum vatan hai hindustan hamarayunan omishroroma sab mit gaye jahan seab tak magar hai baqi namonishan hamarakuch baat hai ki hasti mitati nahi hamarisadiyo raha hai duhman daurezaman hamara‘iqbal’ koi maharam apna nahi jahan meinmalum kya kisi ko dardenihan hamaraPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal

Your Comment Comment Head Icon

Login