mohabbat tark ke main ne gareban si liya main nezamane ab to khush ho zeher ye bhi pi liya main neabhi zinda hun lekin sochata rehta hun khalvat meinki ab tak kis tamanna ke sahare jee liya main neunhen apna nahi sakata magar itna bhi kya kam haiki kuch muddat hasin khwabon mein kho kar jee liya main nebas ab to damanedil chod do bekar ummidobahut dukh sah liye main ne bahut din jee liya main nePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sahir Ludhianvi

Your Comment Comment Head Icon

Login