Tujhi ko jo yan jalwa farma na dekhabarabar hai duniya ko dekha na dekhamera gunchaedil hai woh dilgirifatake jis ko kaso ne kabhi wa na dekhaaziat, musibat, malamat, balayentere ishq mein hum ne kya kya na dekhakiya mujh ko dagon sarvechiragankabho tu ne aakar tamasha na dekhatagaful ne tere ye kuch din dikhayeidhar tu ne lekin na dekha, na dekhahijaberukheyar the aap hi humkhuli aankh jab, koi parada na dekhashaboroz aye “dard” darapai hun us kekaso ne jise yan samajha na dekhaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khwaja Mir Dard

Your Comment Comment Head Icon

Login