Ye husn tera ye ishq merarangin to hai badnam sahimujh par to kai ilzam lagetujh par bhi koi ilzam sahiis raat ke nikhari rangat kokuch aur nikhar jane de zaranazron ko bahak jane de zarazulfon ko bikhar jane de zarakuch der ke hi taskin sahikuch der ka hi aaram sahijazbat ke kaliyan chunana haiaur pyar ka tohfa dena hailogon ke nigahen kuch bhi kahenlogon se hamen kya lena haiye khas ta’alluq aapas kaduniya ke nazar mein aam sahirusavai ke dar se ghabara karhum tarkevafa kab karte hainjis dil ko basa lain pehlu meinus dil ko juda kab karte hainjo hashr hua hai lakhon kaapna bhi wohi anjam sahiye husn tera ye ishq merarangin to hai badnam sahimujh par to kai ilzam lagetujh par bhi koi ilzam sahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam :Sahir Ludhianvi

Your Comment Comment Head Icon

Login