Zehanon mein khayal jal rahe hainsochon ke alavse lage hainduniya ke girift mein hain sayehum apna vujud dhundhate hainab bhukh se koi kya maregamandi mein zamir bik rahe hainmazi mein to sirf dil dukhate theis daur mein zehan bhi dukhe hainsir katate the kabhi shahanshahab log zuban katate hainhum kaise chudayen shab se damandin nikala to saye chal pade hainlashon ke hujum mein bhi hans denab aise bhi hausale kise hanPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Nadeem Qasmi

Your Comment Comment Head Icon

Login