Usey pana tha usey khona tha, Yeh bhi hota tha woh bhi hona tha, Kitni dair aur us ko rona tha, Woh jo hona tha woh to hona tha, Shayed is wastey mili aankhain, Bojh kuch aansuyon ka ddhona tha, Kya ghazzab kar liya ankhon ne, Mujhe to tujhse chup ke rona tha, Hum ne moti samajh liye they Adeem, Warna daaman kisey bhigona tha.. Adeem Hashmi

Your Comment Comment Head Icon

Login