koi jata hain yahan say , na koi aata hai ya dia apnay andharay ghata jata hai sab samajhtay hain wohi raat ki qsmat ho ga jo sitaara kah bulandi par nazar aata hai main isi khooj main barhta hi chala jaaata hn kis ki aanchal hai jo hasaaron par lahraata hai meri aankhoon main ek abr ka tukra shaaid koi moosam ho sar shaam baras jaata hn day tasali koi aankh par chalak uthti hai koi samjhaaya to dl aor bhi bhar aata hai

Your Comment Comment Head Icon

Login