aj ashkon ka tar tut gayarishtaeintazar tut gayayun wo thukara ke chal diye goyaik khilauna tha pyar tut gayaroye rahrah kar hichkiyan lekarsazegam bar bar tut gayaaap ke berukhi ka shikava kyadil tha napaidar tut gayadekh li dil ne besabatiegulphir tilismebahar tut gaya‘saif’ kya char din ke ranjish seitani muddat ka pyar tut gayakoi to bat chide aj bahut jee hai udaskam se kam rahamateagyar ke baten hi sahiab to tanhai ko ye karb na hoga bardashtkuch nahi to darodivar ke baten hi sahiye bhi kya kam hai unhen qurbategul to hai nasibaj gul ke na sahi khar ke baten hi sahiye to tai hai ki jiye jayenge har hal mein humun ke lab par rasanodar ke baten hi sahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Saifuddin Saif

Your Comment Comment Head Icon

Login