Tera jalva nihayat dil nashin haimuhabbat lekin is se bhi hasin haijunun ke koi manzil hi nahi haiyahan har gham gameavvali haisuna hai yun bhi aksar zikr un kaki jaise kuch ta’alluq hi nahi haimasiha ban ke jo nikle the ghar selahu mentar unhin ke aastin haimain raheishq ka tanaha musafirkise aavaz dun koi nahi hai‘shamim’ us ko kaheen dekha hai tum nesuna hai wo ragejan ke qarin haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Shamim Jaipuri

Your Comment Comment Head Icon

Login