Sakhtiyan karta hun dil par gair se gafil hun mainhay kya achi kahi zalim hun main jahil hun main** gafil also means negligent/careless as used in the next sher**hai meri zillat hi kuch meri sharafat ke daliljis ke gafalat ko malak rote hain wo gafil hun mainbazmehasti apni aaraish pe tu nazan na hotu to ik tasvir hai mahafil ke aur mahafil hun maindhundhata phirta hun ae “iqbal” apne aap koaap hi goya musafir aap hi manzil hun mainPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Sir Mohammed Iqbal

Your Comment Comment Head Icon

Login