Dil ke sunsan jaziron ke khabar layegadard pehlu se juda ho ke kahan jayegakon hota hai kisi ka shabetanhai meingamefurqat hi gameishq ko bahalayegachand ke pehlu mein dam sadh ke roti hai kiranaj taron ka fusun khak nazar aayegarakh mein aag dabi hai gamemaharumi kerakh ho kar bhi ye shola hamen sulagayegawaqt khamosh hai ruthe hue yaron ke tarahkon lau dete hue zakhmon ko sahalayegadhup ko dekh ke us jism pe padati hai jhamakchaon dekhenge to us zulf ka dhyan aayegazindagi chal ki zara maut ka damkham dekhenwarna ye jazba lahad tak hamen le jayega Poet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ahmed Rahi

Your Comment Comment Head Icon

Login