Khird ke pas khabar ke siwa kuch aur nahitera ilaj nazar ke siwa kuch aur nahihar muqam se aage muqam hai terahayat zauqesafar ke siwa kuch aur nahirangon mein gardishekhun hai agar to kya hasilhayat sozejigar ke siwa kuch aur nahiuruselala munasib nahi hai mujhase hijabki main nasimesahar ke siwa kuch aur nahijise qasad samajhate hain tajaranefirangwo shay mataehunar ke siwa kcuh aur nahigiranbaha hai to hifzekhudi se hai warnagohar mein aabegauhar ke siwa kuch aur nahiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Allama Iqbal

Your Comment Comment Head Icon

Login