Tera hi bahr safina ravan bhi tera haibhanvar bhi tere hain aur badban bhi tera haihai teri bazm mein aakhir kahan jagah mericharag bhi hain tere aur dhuan bhi tera haimujhe to nazr bhi karne ko kuch nahi apnajabin ke khak teri aastan bhi tera hainaqushepa ko uthaye kahan khan jaunki garderah bhi teri karavan bhi tera haibas ek kashakashebenam aur main bebasnatija bhi hai tera imtahan bhi tera haimain thak ke baith rahun ya qadam badhaye chalunfana bhi teri hai namonishan bhi tera haiPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Mazhar Imam

Your Comment Comment Head Icon

Login