Sarakati jaye hai rukh se naqab aahistaahistanikalata aa raha hai aaftab aahistaahistajawan hone lage jab wo to hum se kar liya pardahaya yaklakht aayi aur shabab aahistaahistashabefurkat ka jaga hun farishton ab to sone dokabhi fursat mein kar lena hisab aahistaahistasavalevasl par un ko udu ka khauf hai itnadabe honton se dete hain javab aahista aahistahamare aur tumhare pyar mein bas farq hai itnaidhar to jaldi jaldi hai udhar aahista aahistawo bedardi se sar kate ‘ameer’ aur main kahun un sehuzur aahistaahista janab aahistaahistaPoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Ameer Minai

Your Comment Comment Head Icon

Login