Tu Ne Tu Irade Hi Mere Tor Diye Hain Guzre Ga Safar Kaise,Khara Soch Raha Hoon

Bay hoodi rahbar hoosh hoti jaati hai, Jaanay kia cheez faramosh hui jaati hai..

Kisi k husan e tmana ka pass hai warna, Muje kheal e jahan hai na khof e ruswai.

Me khod pehal karon k other se ho ibtada, Barson guzar gae hain yahi sochate hoe.

Sheher ki ranginion me gum na ho jae kahen, Gaon se aea hai jo apni parhai k lie.

Hum na hote to kisi aur k charche hote, Khalkat e sheher to kehne ko fasane mange.

Na poch wasat e dil mukhtasir se qalib me, Makan tang hai angan magar kashada hai.

Panhan hai kehkahon me sada e shikiste dil, Dunia usi ka naam hai parwardigar kia.

Bheegi Howi Ek Sham Ke Dehleez Pe Bethe Har Dil Ke Sulagne Ka Sabab Soch Rahe Hain

Sabat kis tarah ho ga tujhe safina e jaaan, Howa ki zaaad pe agar tere badban rahe.

Saanson ke silsle ko na do zindagi ka naam, Jeene ke bawjood bhi kuch log mar gaye..

To mere samne betha hai aur me sochata hon, Ke ate lamhon me jena bhi ik saza ho ga.

Mana k ab aqal ne kuch pukhtagi to di. Par wo maza kahan jo nadanion mein tha…

Roth Jate Ho To Kuch Aur Haseen Lagte Ho Hum Ne Ye Soch Ke Hi Tum Ko Khafa Rakha Hai

Yon be sabab to koi unhen pojata nahin, Kuch to hai patharon me khad o khal ki tarah.