Paaon zakhmi hon to aati hai chamak aankhon mein, Ussi raste se guzarta hoon jo dushwaar lage..

Tareekh hazaron saal mein bas itni si badli hai, Tab dour tha pathar ka ab log hain pathar ke..

Humen ata nahin hai har kisi k samne jhokana, Hum ehal e fikar hain adat e darbari nahin rakhate.

Jo mukhaalif aaj hai mumkin hai kal hamdard ho, Apne dushman se bhi umeed-e-wafaa rakhta hoon mein..

Mein uska hoon, yeh tou main jaan geya hon lekin Woh kis ka hai, yeh sawaal mujhe sonay nahin deta..

arish hui to ghar k dareechae se lag k hum chup chaap sogawar tujhe sochte rahe………

Yeh mujhe ijtmaayi khudkushi ka morr lagta hai, Ke log ab ghar nahin rakhte magar hathyaar rakhe hain..

Wo Tou Milta Hy Mehdood Se Lamho?n Main Mujh Ko Faraz Phir Bhi Dil Hy k Kitni Fursat Se Sochta Hy usay?

Rya K Nam Par Sathi thy By-Shumar,, jin me tha Kuch khlo0s, Wo Dushman B Chand Thy………!

Manzilon ke gham mein ronay se manzilein nahin milti, Hoslay bhi toot jaatey hain aksar udaas rehney se..

Pardhna hy tu insan ko phardny ka hunar seekh har chehrey pay likha hy kitabo say  ziada    

Bohat is ko bulata hoon, bohat samjhata hoon lekin Yeh ayiney mein betha shakhs bahar kyon nahin ata…

Kitnay Mukhtasir Se Waqt K Liye Aye Thay Hm Jahan Me K Aatay Huy Azan Hui Aur Jaatay Huy Namaz. . . . . . .!!

Kahan wafa milti hai in matti k haseen insanoon se Ye log bina matlab k “KHUDA” ko b yaad ni karte;

Doob marna to koi baat nahin hai lekin, bayess-e-sharam hai tufan se haraasan* hona.. (haraasan:hesitate, darna)