charag apne thakan ke koi safai na dewo tiragi hai ke ab khwab tak dhikhai na debahut satate hain rishte jo tut jate hainkhuda kisi ko bhi taufiqeashanai na demain sari umr andheron mein kat sakata hunmere diyon ko magar raushani parai na deagar yahi teri duniya ka hal hai malikto meri qaid bhali hai mujhe rihai na dedua ye mangi hai sahame hue mu’arrik neke ab qalam ho khuda surkh raushnai na dePoet of the poem/ghazal or Nazam: Meraj Faizabadi

Your Comment Comment Head Icon

Login