gulshan mein bahar aayi mere dil ka chaman viranhar shakh hai muskai mere dil ka chaman virankaliyon ne bhi khilkhil ke rituon ko sada di haipatton ne bhi hilhil ke shakhon ko hawa di haimausam pe bahar aayi mere dil ka chaman virangunchon se lipatati hai masti bhari purvaiharsu hai nasha chalaka madmast ghata chaiphoolon ne li angadai mere dil ka chaman virantaronsi chamakati hain barakha ke hasin bundendulhansi larazati hain badali mein chipi laharenbhanvaon ne gazal gai mere dil ka chaman viranPoet of the poem/ghazal or Nazam: Kumar Aansoo

Your Comment Comment Head Icon

Login