Yahan se ab kaheen le chal khayaleyar mujhechaman mein ras na aayegi ye bahar mujheteri latif nigahon ke khas jumbish nebana diya teri fitarat ka razadar mujhemeri hayat ka anjam aur kuch hotajo aap kahate kabhi apna jannisar mujhebadal diya hai nigahon ne rukh zamane kakabhi raha hai zamane pe ikhtiyar mujheye hadasat jo hain iztarab ka paigamye hadasat hi aayenge sazagar mujhe‘aziz’ ahalechaman ke shikayat besudfareb de gai ranginiebahar mujhePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Aziz Warsi

Your Comment Comment Head Icon

Login