Duri ke gham kuch aur siva ho ke rah gayehum un se kya mile ke juda ho ke rah gayekhoye hue the der se wo meri yaad meinmujh par nazar padi to khafa ho ke rah gayephir doston ko main ne pai mashq de diyejo tir mujh tak aaye khata ho ke rah gayemajabur ho ke mangi thi lutfokaram ke bhiklutfokaram bhi jorojafa ho ke rah gayeab kya raha tere liye ae ishq namuradab wo bhi mubtilaevafa ho ke rah gayeALLAH aaina to kabhi dekh lo ‘khumar’tum kya the aur ishq mein kya ho ke rah gayePoet of the Poem / Ghazal or Nazam : Khumar Barabankvi

Your Comment Comment Head Icon

Login