husn phir fitnagar hai kya kahiyedil ke janib nazar hai kya kahiyephir wohi rahaguzar hai kya kahiyezindagi rahabar hai kya kahiyehusn khud pardadar hai kya kahiyeye hamari nazar hai kya kahiyeaah to beasar thi barason senagma bhi beasar hai kya kahiyehusn hai ab na husn ke jalveab nazar hi nazar hai kya kahiyeaj bhi hai ‘majaz’ khaknashinaur nazar arsh par hai kya kahiye Poet of the Poem / Ghazal or Nazam :Majaz Lucknawi
Like (0) Dislike (0)
Your Comment