Aap wo phool ho jo gulshan mein
nahin khilte
Par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakr
hai karte
Aap ki zindagi hadd se zyada kimti
hain,
Janam din aap hamesha mnaye yu hi

Tere Jaane Ke Baad Dil Ne Ashq Bahaaya Phirse,..Haath RakhKar Dil Ke Paas Humne Isko Samjhaaya Phirse,..Phir Bhi Dil Se Awaazein Aati Hai,..Tumhare Naam Ki Sadaaein Aati Hai,..Tumhara Naam Zubaan Pe Gungunaake Dil Ko Behlaaya Phirse...

Narawa Kehiay, Nasaza KehiayKehiay Kehiay Mujhay Bura KehiayDil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-IshqIsko Hergiz Na Bermala KehiayAa Gai Aap Ko MaseehayeeMernay Walon Ko Marhaba KehiayHosh Jatay Rahay Raqeeboon KDaagh Ko Aur Bewafa Kehiay

Narawa Kehiay, Nasaza KehiayKehiay Kehiay Mujhay Bura KehiayDil Main Rakhnay Ki Baat Hai Gham-E-IshqIsko Hergiz Na Bermala KehiayAa Gai Aap Ko MaseehayeeMernay Walon Ko Marhaba KehiayHosh Jatay Rahay Raqeeboon KDaagh Ko Aur Bewafa Kehiay

Aaj fir umeed ka haath thama hai humne�Aaj fir tujhe yaad kiya hai humne�Teri bewafaii ki yaadon se aaj fir yeh din guzregaa�.Is kaanton ke gulistan main�aaj fir ek dil tutegaa�.

Bewafa to use kehte hai jo wafa nahi karte,
Agar tumse pyar na hota to tumhe bewafa kaise kehte,
Phirbhi tumne mere pyar ka aisa sila diya hai,
Ke tumhe bewafa kehna bhi bewafai ki tauheen hoti hai…

Humne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate HaiAapka Rishta Kisi Our Ke Saath HaiHum Yehi To Aapko Samjhate HaiAapke Haath Pe Jiski Angoti HaiUseh Ka Aap Pe Haq HaiHumne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai

Humne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate HaiAapka Rishta Kisi Our Ke Saath HaiHum Yehi To Aapko Samjhate HaiAapke Haath Pe Jiski Angoti HaiUseh Ka Aap Pe Haq HaiHumne Bewaffai Nehi Ki AapseAap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai

Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se

Kisi ki yadoon mein khona achha nahi lagta humein
kisi ke liye tanha jeena achha nahi lagta humein
hum to kaat chuke hain bohut phele tanha zindagi
ab phir se kisi ke liye marna achha nahi lagta humein…

Un Dino Meri Shaksiyat-o-Aawargi Ke Charche Aam Hote Rahe; Kuch Chubhte Alfaazon Ko Labon Pe Thaam Hum Bhi Be-Aaaraam Hote Rahe; Waqt Ki To Yun Bhi Fitrat Hai Apni Raftaar Mein Chalne Ki; Vo Apne Andaaz Mein Chalta Raha Aur Hum Badnaam Hote Rahe

Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari dosti ki dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua…

Bichda hai jo ek baar use milte nahi dekha,Is jakhm ko humne kabhi silte nahi dekha,Jis bhi chaman ne ki bahar ki khwaish,Unme koi phool kabhi khilte nahi dekha,Patjhad me un shakhon se patte juda huye,Aandhiyo me bhi jinko kabhi hilte nahi dekha..

Mat roko rone do mujhe, Aansuon ko pee jane doHar pal roti hai aankhe meri, Ke ashkon ko bhi jum jane doAb to din ke ujale se bhi dar lagta hai, Mujhe raat ke andhere me hi rahe doKaise bayaan karoon dil ka dard lafzon me, Ankho ko he sab kehne do.

Meri mohobaat ka usne yu sila diya
Meri yaado ko mitti mein mila diya
Khush h vo kisi gair ko apna bana ke
Aur humko usne gair bana diye
Meri mohobaat ke kabar par
Usne apna naya jahan basa liya