Hajar jakham liye baitha haiAshake khuni piye baitha haiRahe ulfat main luta ke wafaKaja se sadme liye baitha haiDal ke kafan ruswa jindgi peHasrato se tauba kiye baitha haiHo na saki darde ki dawaKhud jakhmo ko siye baitha haiTadap ke bhi “AVINASH” tadpaya mujheIsiliye game duniya piye baitha hai.

Teri Bewafai Ka Kuchh Aisa Asar Tha,Meri Wafao Se Khuda Bhi Bekhabar Tha,Wo To Ho Gya Jo Wo Chahati Thi,Mgar Afasos Yaaro Ho Wo Bhi Gya Jiska Muzhe Darr Tha,Aankho Se Neend Gyi Dil Ka Krar Gya,Zakham Bhi Nasoor Mile Dil Ko Samjhana Bekar Gya,Mar-Mar K Jiya H Harpal ‘Kumar’ Kuchh Aisa Mera Hasar Tha.

Baat din ki nahi ab raat se dar lagta hai
Ghar hai kaccha mera barsaat se dar lgta hai
Tere tohfe ne to bas khoon ke aansoo hi diye
Zindagi ab teri saugaat se dar lagta hain
Pyaar ko chhod kar tum aur koi baat karo
Ab mujhe pyar ki har baat se dar lagta hai

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte MagarDil Se Dil Ka Raabta Apni JagahDil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka YaqeenTujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah.————————Dil Ki Deewar-o-Dar Pe Kya DekhaBas Tumhara Naam Hi Likha DekhaTumhari Aankhon Mein Humne Kya DekhaKabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha.

Tanhai mein khat aus ne mera padha hogadil aus ka bhala kaboo mein kaise raha hogajab sakhyon ne ause majboor kya hogatab sarmake naam aus ne mera liya hogajab ratoon ko yaadon ki purwai chali hogiaus ke dil-e-nazuk mein tufaan uttha hogaek awara shayer kehtein hai jise Hananakhsar tumhe apne khawaboon mein mila hoga.

Na jivan hai mera na maut hai meri, hamse to vafa ne bhi bevafai kar di hai;Na chehra hai mera na darpan hai mera, mere jism ne meri har saans parai kar di hai;Na phool hai mera na chaman hai mera, mere lavo ne har hansi ki vidai kar di hai;Na jashn hai mera na matam hai mera, mere dil ne meri dhadkan parai kar di hai.

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila HaiIs Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila HeGuzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur seEk khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila HaiMere Damaan ko khushiyo ka nahi MalaalGham ka khazana jo isko beshumar mila haiWoh kamnasib hai jinhe mehboob mil gayaMein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paonâ Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke Dekha Nahi Mujhe…!!!

Chaman ke baharon mai tha aashiyanana jane kahan kho gaya wo zamanatumhen bhulane ke main koshish karungaye wada karo ke na tum yad aanamujhe mere mitane ka gam hai to ye haitumhen bevafa kah raha hai zamanakhudara meri qabr pe tum na aanatumhen dekh kar shaq karega zamanaPoet of the poem or ghazal or Nazam is Qamar Jalalvi

Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash karMusam naya hai, tazah thakane talash karAankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekhIn murdah aansoon main zamane talash karMahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujheGaliyon main apne dost purane talash karYa roshni ki burf se chehre ko dhaanp leYa zulimaton main khawab suhane talash kar...

Muddat Se Jis K Wastey Dil Beqarar ThaWo Lout Kar Na Aaya Magar Intezar ThaJo Humsafar Tha Chor Gaya Raah Me MujheMain Phas Gaya Bhanwar Me Or Wo Darya K Paar Tha…Manzil Qareeb Aayi To Tum Door Ho GayeItna To Tum Batao K Ye Kaisa Pyar Tha…Ye Baat Umer Bhar Samajh Na Paya MainQ Dil Mera Us Bewafa Ka Talabgaar Tha.

Bewafa Tum Nahi Bewafa Hum NahiBewafa Tou Yeh Zamana HaiWafa Ka Daman Na Chorna TumAbhi To Zindagi Ne B Azmana HaiDuniya Ki Bato Nai Na Ana TumIs Ka Kam Hi Dil Jalana HaiSub Jante Hai Ye Log KeTeri Meri Muhabbat Ka Qisa Purana HaiJo Khuwab Duniya Cheen LeIn Khawbo Ko Nahi Apna HaiJo Hum Tum Ne Wada Tha KiyaUse Ta_Qiyamat Nibhana Hai

Bewafa Tera Mausum Chehra Bhul Jane Ke Kabil NahiTum Bahut Khubsurat Ho Par Dil Lagane Ke Kabil NahiMana Ki Husn Ki Mallika Ho Tum Par Apna Banane Ke Kabil NahiHar Dil Ki Dhadkan Ho Tum Par Mere Dil Mai Samane Ke Kabil NahiHar Aangan Ki Mehfil Ho Tum Par Mera Aangan Sajane Ke Kabil NahiBewafa Tera Masum Chehra Bhul Jane Ke Kabil Nahi

Mumkin Ho Aap Se Tuo Bhula Dijiyey MujhayPathar Pe Hoon Lakeer, Mita Dijiyey MujhayHur Rooz Mujh Se Taaza Shikayat Hai Aap KoMain Kia Hoon, Aik Baar Bata Dijiyey MujhayMere Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-E-GuftuguApna Bhi Koi Rang Dikha Dijiyey MujhayMain Kia Hoon, Kis Jagah Hoon, Mujhay Kuch Khabar NahinHain Aap Kitni Duur Zara Sada Dijiyey

Har Muhabbat Wafa Nahi HotiHar Wafa Adda Nahi HotiKya Tamanna Ki Ab Zaroorat HaiPuri Koi Dua Nahi HotiMil Gaye Har Aik Gaam Per!Doosti Woh Dawa Nahi HotiSab Key Hathoun Mey Hain Diyeh LekinRoshni Ayye Khuda Nahi HotiAssmaan Yeh Qayaam Ho Ga AbbQeemat-E-Zameen Adda Nahi HotiDhondtey Kya Ho Shehar Mey AbbHar Soraat Tu Ashnaa Nahi Hoti..