Wafa karne se mukar gaya hai dil
Ab pyaar karne se darr gaya h dil
Ab kisi sahare ki baat mat karna
Jhute dilaso se bhar gaya h dil
Jab bulate the jinda dil the hum
Ab na aana ke marr gaya hai dil
Ab wo pagalpan na wehshat hai
Kha k dhoke itne sambhal gya hai dil

Ab Zindagi Ka Koi Sahara Nahi HaiIss Jahan Mein Koi Hamara Nahi HaiChua Unka Daaman Toh Woh Haskar BoleYeh Mohabbat Ka Daaman Tumhara Nahi Hai..———————-Vaade Pe Woh Aitbaar Nahi KarteHum Zikr-E-Mohabbat Sare Bazaar Nahi KarteDarta Hai Dil Unki Ruswai SeAur Woh Sochte Hai Hum Unse Pyaar Nahi Karte...

Kahani Ek Mulakat Se Shuru Hoi Or Afsaana Ban Gayi
Teri Har Baat Dil Ko Chu Gayi, Or Tarana Ban Gayi
Pyar Na Jaane Kab Diwangi Mein Tabdeel Ho Gaya
Teri Har Saans Mere Jeene Ka Sahara Ban Gayi
Tumse Mukamal Hoti Hai Duniya Meri
Tum Is Tarah Se Mera Ashiyana Ban Gayi.
er kasz

Aaghaaz-e-Safar Har Koii Jaane Anjaam-e-Safar Kis ko PataManzil Se Muhabbat Sab ko hai Raasto ki Rukavat kis ko pataSab hai gultaa’n Apni Apni masti me Keh Raha hai ShayarAaj Hai jo Mehfile yahaan Kal ho naa ho kis ko PataHar Koii khele khel Taqdeer ka Kehl-e-Laqeer kis ko pataabhi hai baaki raat kahin kal ho na ho savera kis ko pata..

Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi,Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya,lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi,Jis ko sanwara humne tamannaon ke khoon se,gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi,Dhokha diya hai khud ko muhobbat ke naam se,kaise kahen ki tere gunahgaar hum nahi�..

Patther nhi mera dill dard hame bhi hota haiTeri mehfill main hasta chehra tanhaiyon main rota haiJana kar, kaisi hoti hai voh takleef aapna koi jab khota haiKoi kissi kay aapno main tha shamil aab gair kissi ka hota haiLekar hamara chain sakoon woh masoon bewaffa soata haiBojh bann gai hai aab yeh zindagi bebass ho jaan aur zism ko dhoti hai .

Bheed main rishtoon ki is dil ko akela dekhaZindagi aisa bhi hum ne tera chehra dekhaAb to band hone ki aankhoon ko ijazat de deBarsoon aankhoon nay tera jaag k rasta dekhaUmar bhar saath chale phir bhi rahe hum tanhaHum nay qurbat me bhi faasla aisa dekhaUs nay banhoon main sama rakhe the dariya lekinHum ne sahil ko jo dekha bhi to pyasa dekha..

Tumharay Khat Main Naya Ek Salam Kiss Ka ThaNa Tha Raqeeb Tu Akheer Woh Name Kiss Ka ThaRaha Na Dil Main Woh Baydard Or Dard RahaMukeem Kon Howa Hai Makaam Kiss Ka ThaWafa Karain Gay Nibhain Gay Baat Manain GayTumhain Bhee Yaad Hai Kuch Yah Qalaam Kiss Ka ThaGuzar Gaya Woh Zamana Kahoon Tu Kiss Say KahoonKhayal Dil Ko Maray Subh-O-Sham Kiss Ka Tha

Apne khwabo ki tabir ki khatirMeri chhota sa sansar kyon ujar dalaYad kar wo din ek isara par maineBhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dalaPar thodi si gurbat ko dekh kar tum neMujhe beijjat aur badnam kar dalaMaine hamesha tujhe pyar kiya haiPar tune khun ke aansu rula dalaTumhe rutha hua mahboob samjha tha mainPar tune mujh se bewafai kar dala.

Gunah Hua Hai Mujhse Yeh Maana Maine,Kya Thi Majboori Kya Kabhi Jaana Tumne,Zakhm Tumko Mila Hai Per Dard Humko Hota Hai,Apni Bawafai Per Dil Saari Saari Raat Rota Hai,Kerdia Maaf Keh Ke Apna Gam Na Seene Mein Dabaya,Suji Huyi Aankhe Aur Murjhaya Hua Chehra Humse Na Chupaya,Kuch Ker Humper Raham Aur De Humko Saza,Yuh Aansu Bahaker Hum Ko Aur Na Tadpa..

Apne khwabo ki tabir ki khatirMeri chhota sa sansar kyon ujar dalaYad kar wo din ek isara par maineBhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dalaPar thodi si gurbat ko dekh kar tum neMujhe beijjat aur badnam kar dalaMaine hamesha tujhe pyar kiya haiPar tune khun ke aansu rula dalaTumhe rutha hua mahboob samjha tha mainPar tune mujh se bewafai kar dala..

Apne khwabo ki tabir ki khatirMeri chhota sa sansar kyon ujar dalaYad kar wo din ek isara par maineBhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dalaPar thodi si gurbat ko dekh kar tum neMujhe beijjat aur badnam kar dalaMaine hamesha tujhe pyar kiya haiPar tune khun ke aansu rula dalaTumhe rutha hua mahboob samjha tha mainPar tune mujh se bewafai kar kala..

Kitabo Me Mere Fasane Dhundte Hai
Nadan Hai Guzre Zamane Dhundte Hai
Jab Wo The To Talash-e-Zindagi Bhi Thi
Ab To Hum Maut K Thikane Dhundte Hai
Musafir Be-Khabar Hai Teri Ankho Se
Tere Sheher Me Hi Sahare Dhundte Hai
Tujhe Kya Pata Aye Sitam Dhane Wale
Hum To Rone K Bahane Dhundte Hai

Phir Is Duniyaa Se Ummiid-E-Vafaa HaiTujhe Ai Zindagii Kyaa Ho Gayaa HaiBadii Zaalim Nihaayat Bevafaa HaiYe Duniyaa Phir Bhii Kitanii Khush-Numaa HaiHar Ik Apane Hii Gam Mein Mubtilaa HaiKisii Ke Dard Se Kaun Aashnaa HaiMere Naqqaad Merii Shaayarii ToMere Tuute Huye Dil Kii Sadaa HaiKahaan Huun “Shad” Main To Shaad Saa HuunVo Shaad-E-Khush-Navaa To Ma

Aaj baadlaon ke aaghosh mein chaand ko sotay dekha,taaraon ko bhari raat mein rote dekha..Jise maine chaaha ek muddat beetnay tak,aaj usey maine kisi aur ka hote dekha..Jiski aarzoo mein ek umr gawaadi,usko seep ke saath gehraaiyaon mein khhotay dekha..Jis moti ko sambhaale rakha apna muqaddar jaan kar,kisi aur ko wo moti apne haar mein pirootay dekha�!!