Yun na mil mujhse Khafa ho jaiseSath chal mere mauj-e-saba ho jaiselog mujhe dekh kar has dete haitu mujhe bhool gaya ho jaiseishq ko shirk ki hadd tak na badhayun na mil hamse Khuda ho jaiseMaut bhi aaye to is Guroor ke sathmujh pe ehsaan kiya ho jaiseAise Anjan bane baithe hoTum ko kuch bhi na pata ho jaiseHichkiyan aati rahi raat bhartune phir yaad kiya ho jaise...

Zindagi ki uljhano mein ulajhta rahaBas uske pyar ke liye hardum tarasta rahaJaanta tha woh shayad hi kabhi mujhe haasil hogiPhir bhi jhute dilase se dil bahlata rahaSocha tha kabhi to waqt mere saath hogaPar who bhi ret ki tarah mere haath se fisalta rahaKhuda ko ye bhi na manzor tha aankho mein kaid karoon uske aks koIsliye to har lamha paani ki tarah meri aankon se behta raha...

Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta haibahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta haiNaKhuda Saath hai phir bhi humen saahil na milaNaseeb humara humsee khafa sa lagta haiSaari khushiyaan hui haasil hume Zamane kiphir bhi dil main to koi ghum chupa sa lagta haiWoh Aik Dost Jo Mujko Khuda” sa lagta haikoi jab do dilo ke darmian nahin doorijism ka jism se kyon faslaa sa lagta hai.

Sawalon Me Ulajh Ke Reh Gayi Duniya MeriKyo Hui Aise Jo Hai Aaj Haalat MeriKya Tha Kasoor Jo Mili Itne Badi SazaKya Hai Teri Bewafai Ki WajahKyo Toda Tumne Mere Dil KoKya Thi Kami, Sirf Jaan Hi Toh Na Di Thi TumkoAgar Maang Laati Meri Jaan Bhi Toh Shayad Itna Dard Na HotaJitna Jeene Me Teri Bewafai Ke Saath Hota HaiEk Ehsaan Ker, Apne Saath Leja Apni Yaadon KoApni Muskurahat Aur Apni Baato Ko.

Ranjish hi sahi dil ko dukhane ke liye aaAa fir se mujhe chhor jane ke liye aaKis kis ko batayenge judayi ka sab-ab humTu mujhse khafa hai to jatane ke liye aaKuchh to mere didare mohababat ka bharam rakhTu bhi to kabhi mujhko manane ke liye aaMana ki mohababat ka chhupana hai mohababatChupke se kisi roz batane ke liye aaJaise tujhe aate hain na aane ke bahaneAise hi kisi roj na jane ke liye aa..

Kahin Qudrat Ka Ye Nizam Hua Kare,Tujhe Dekhne Ke Siva Na Mujhe Koi Kam Hua Kare,Charcha Ho Saare Shehar Mein Tere Mere Pyar Ka,Mujh Pe Teri Chahat Ka Ilzam Hua Kare..——————————–Chehre ki hasi se har gam ko mitado..bahut kam bolo par.. sab kuch bata do..khud na rutho.. par sab ko manao..ye raaz hai zindagi ka.. bas ji ke dikha do...

Na Mai Vo Rha Hun Na Rhe Ho Tum Vahi…!!
Batte Aur Hi Hai… Hai Jo Bakai Ab Bachi…!!
Tujhkko Bhulla Diyya Dill See Mitta Diyya…!!
Tera Na Lunga Ab Naam…!!Mai Naa Wo Rahha…!!
Jo Kabhi Main Tha…!!Bhul Geyya Tera Patta…!!
Tujh Se Judaa Hoke Hun Judaa…!!Bhul Gyya Mai Na Wo Rhha…!!

Hanste Hain Yun Hans Kar Rula Jate Hein Log,Milte Hain Yunhi Mil Kar Juda Ho Jate Hein Log,Pal Do Pal Ki Mohabbat Ko Umar Ka Saath Samjhna,Mohabbat Bi Karte Hain Or Khafa Bhi Ho Jate Hain Log,Naseeb Mein Pyar Na Tha Jo Mujhe Mila Hi Nahi,Kr Ke Izhaar_E_Mohabbat Bhi Beparwaah Ho Jate Hain Log,Ab Kis Say Shikwa Karen Apni Mohabbat Ka Aye “Hasan”Kar K Wafa Ka Vaada Bewafa Ho Jate Hain Log.

Is Mohabbat Ka Koi Raaz Na Jaane Jaane Sab Ko Kaise Hoti Hai
Yeh Dil Toh Aapko Apna Maane Jaane Kaise Hota Hai
Ehsas Tumhara Is Dil Mein Hardam Rehna Jaane Kaise Hota Hai
Chup Chap Rah Kar Bhi Sab Kuch Kah Jaana Jaane Kaise Hota Hai
Rooh Mein Samaa Ke Aankhon Mein Aa Jaana Jaane Kaise Hota Hai
Is Mohabbat Ka Koi Raaz Na Jaane Jaane Kaise Hota Hai

Dil Ki Baaton Pe Aise Aitbaar Na KarYahi Acha Hai Tu Kisi Se Pyaar Na KarBana Na De Gayal Tujhko Bhi MahobaatTu Apne Dil Ko Kisike Liye Bekarar Na KarBadi Hoti Hai Muskhil Ye Judai Ki GadiyanTu Dil Main Apne Kafir Ka Intezaar Na BharAaj Nahi Raha Duniya Main Kahin Sacha PyaarYe Suada Hai Dilon Ka Tu Ye Vayapar Na KarNahi Hoti Yahan Kimaat Ehsaason Ki Koi BhiTu Hoke Diwana Iss Kadar Jaan Nisaar Na Kar..

“…Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha “…..Nandkishor mujhe kabhi dil kabhi Aankhon se pukaro
"ADMIN"
Yeh honton ka takalluf to zamane keliey hai..👌👌👌👌👌👌…..”
Wohi husan, wohi ghuroor, or wohi doori…”🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

Yaadon Ke Dhund Me Teri Parchhayi Si Lagti Hai,Sannate Me Gunjti Koi Shehnaayi Si Lagti Hai,Tu Hai Dil Me To Apnapan Sa Lagta Hai,Warna Seene Me Saanse Bhi Praayi Si Lagti Hai————————Raat ki tanhai mein unko awaaz diya karte hainRaat mein sitaaron se unka zikre kiya karte hainWoh ayen ya na ayen humare khwabon meinHum toh bus unhi ka intezaar kiya karte hain.

Nazr-e-Fareb Qazaa Kha Gai To Kya Ho Ga
Hayaat Mout Se Takraa Gai To Kya Ho Ga
Nayi Sahar K Bohat Log Muntazir Hain Magar
Nayi Sahar Bhi Jo Kajlaa Gai To Kya Ho Ga
Na Rah numaaon Ki Mehfil Me Le Chalo Mujh Ko
Me Be-Adaab Hun Hansi Aa Gai To Kya Hoga
Gham-e-Hayaat Se Be-Shak Hai Khud-Kushi Aasan
Magar Jo Mout Bhi Sharmaa Gai To Kya Ho Ga...

Uske khathonko phaad diyaThasweeronko bhi jala diyaJobhi nishaaniyaan hai unko khatham kardiyaLekinnnnnnn…..Hamari har saans me, meri har nas me jo samaa gayaHamare khayaalon me jo chaagayaHamein jo apna diwaana banaagayaSaare dunian se bekhabar banaagayaKehtha tha hum uski zindagi hain, merehi zindagiko mujhse cheengayaKaisa a sitham kargayaJeethe ji mujhe maargayaAye sanam, yeh thoone kya kardiya?! kyaaaaa kardiya?!

Main kisi aur ka hoon itna bata kar royaWo mujhe mehndi lagay hath dikha kar royaMujhe anjaam-e- mohabbat nahi mäloom hargizYe kaha aur mujhe seenay se laga kar royaJo mujhe zabt ki talqeen kiya karta thaWo zamänay ko mera haal suna kar royaAansu ban kar nikal na jaun kahin, is Dar seApne ashkoon ko wo aankhoon mein chhupa kar royaWasl ka aakhri lamha jo muyassar tha hameenUsi lamhay mein wo sadiyoon ko sama kar roya..