Workers play Football,
Managers play Tennis,
&
CEOs play Golf
Moral : Higher U go,
the ball becomes Smaller & Increases ur Status.
Ab hmari shaksiyat ka andaja lagalo,
humne to bachpan se kanche khele hai

Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana ,Na jaane kahan kho gaya vo zamana ,Tumhen bhuulane ki mai koshish karunga ,Ye vaada karo ke na tum yaad ana ,Mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai ,Tumhen bevafaa kah raha hai zamana ,Khud meri qabr pe tum na aana ,Tumhen dekh kar shaq karega zamana..

Tu Kya Jaane Aasman Ko Chune Ki Tammana Kya Hoti HaiTu Kya Jaane Tujh Se Pyaar Karne Ki Sazaa Kya Hoti HaiArey Tu Kiya Jaane Samander Ki Gehrayion Mein Kya Hota HaiJo Mehsos Hota Hai Wo Dard Mujhe Tere Pyaar Mein Mila HaiArey Pyaar Mein Tere O Sanam-E-Bewafa Naa JaaneKitno Ka Lahoo Bhi Baha Hai

Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi MujheIs Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi MujheMain Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay DouUs Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi MujhePathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga DiaAfsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi MujheKya Umedein Baandh Kar Aaya Tha SamnayUs Ne To Aankh Bahr Ke

Aaj Kuch Kami Si Hai Tere BagairNa Rang Hai Na Roshni Hai Tere BagairWaqt Apni Raftar Se Chal Raha HaiMagar Dhadkan Thami Si Hai Tere BagairNa Baarish Hai Na Dhuan Phir BHiDil Mein Tapish Si Hai Tere BagairBahot Roka Aansuon Ke Badalon Ko Barasne SePhir Bhi Aankhon Mein Nami Si Hai Tere Bagair...

Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai
Tarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon Ko
Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai
Agar Ummeed-E-Wafa Karu To Kis Se Karu
Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai

Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai KoiChale Aoo Duniya Se Ja Raha Hai KoiAzal Se Keh Do Ruk Jayee Do GhariSuna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai KoiWo Is Naaz Se Bethe Hain Laash K PassJese Ruthay Hoe Ko Mana Raha Hai KoiPalat Kar Na Aa Jayen Phir SaansItnay Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Ko.

Ae KHUDA Tu Mujhe Jawab DeKYon Wo Chala Gaya Mujhko Chor KeHum To Uski Jhalak Ke Deewane TheUske Chand Se Chehre Ke Parwane TheUski Baaton MainDil Lagai Bethe HenUska Naam Bar Bar Kehte HenWo, Jo Bina Bolay Baat Samjah DeAur Hume Humise Chura LeUske Saath Hum Apne Sapne Saja LenAj Is Tanhai Mai Rota Hai

Meri Mohabbat Ki Bas Itni Si Kahani HaiDard Main Doobi Hui Yeh Zindagani HaiRista Hai Zakhm Ban Ke Aankh Ka AansuRooh Par Jafaaon Ki Gehri Nishaani HaiSaansen Hain Lekin Dhadkanen Nahin HainLahu Thama Sa Hai, Na Koi Ravaani HaiKho Diya Jisne Umar Bhar Ka SukoonMuskurati Hai Phir Bhi, Ladki Deewani Hai !!

Kabhi Humko Rab Ki Khudai Ne Mara,Kabhi Sang Dil Mahboob Ki Judai Ne Mara,Bari Muddat Tak Kabhi Tanha Rahe Hai Hum,Kabhi Humko Ghamgeen Tanhai Ne Mara,Mahboob Se Hum Pyar Ka Ikrar Nahi Karte,Aur Hume Dar Aur Ruswai Ne Mara,Ye Tha Mera Mazi Aur Ab Mera Haal Ye,Mujhe Ab Mahboob Ki Bewafai Ne Mara…!!!

Kuch Ajeeb Faaslo Ka Janam Ho Raha HaiNaseeb Mera Jaagkar Bhi Soo Raha HaiKaise Keh Du Tuta Dil Dhadakta NahiJabki Aaj Dil Ka Har Tukda Ro Raha HaiDekhte Dekhte Tu Meri Zindagi Ban GayiPhir Na Jane Kaise Meri Bandagi Ban GayiAe Humnawa To Mujhe Yuh Majhdhaar Mein ChhodkarJane Kyo Is Tarah Bewafa Ban Gayi

Bewafai kisi aur ne ki, aur saza kisi aur ko mili,Mohabaat ka afsana na bansaka, ruswayee milgayee,Afsoos hume is baat ka hai humara fasana na ban saka,Khoon ke ansoon rulane wale kam se kam tujhe kisi aur ki mohabbat to mili,Hum to yun akele rahe gaye, andhere mein ujalaye ki umeed bhi tut gayee …

Bewafai kisi aur ne ki, aur saza kisi aur ko mili,Mohabaat ka afsana na bansaka, ruswayee milgayee,Afsoos hume is baat ka hai humara fasana na ban saka,Khoon ke ansoon rulane wale kam se kam tujhe kisi aur ki mohabbat to mili,Hum to yun akele rahe gaye, andhere mein ujalaye ki umeed bhi tut gayee …

Kal khud hi apni mehfil se nikaala tha hameinAaj wo hum sa dewaana dhoondhte hainMusafir be-khabar hain teri aankhon seJo Tere shaher me maikhaane dhoondte hainTujhe kya pata aye sitam dhaane waleHum to khud rone k bahaane dhoondte hainUnki aankhon ko youn na dekho tumNaye teer hain nishaane dhoondte hain.

Muja Khud Nahi Pata Key May kiya Chahta HonSazaa Chahta Hon ya Jazaa Chahta Hon,Wo Pochay Jo Muj Say May Kia Chahta HonMay Keh Don Ga Hanse Key Wafa Chahta Hon,Bohat hi Hein Paysee Yeah Meri NighaheinTumhay inn May Jalwa Numa Chahta Hon,Gehray Hon Badil Barsay jo BarishKadam Ba Kadam Saath Chalna Chahata Hon.