aat kam kiijiye, zahaanat ko chhupaate rahiyeajnabi shahar hai yeh, dost banaate rahiyedushmanii laakh sahii, khatm na kiijiye rishtadil mile yaa na mile haath milaate rahiyeye to chehre ka faqat aks hai tasviir nahiiNis pe kuchh rang abhi aur chaDhaate rahiyeGham hai aavaaraa akele meN bhaTak jaataa haijis jagah rahiye vahaaN milte milaate rahiyejaane kab chaaNd bikhar jaaye ghane jangal meNapne ghar ke dar-o-diivaar sajaate rahiye.

Haasi Thami Hai In Aankhon Mein Nami Ki TarahMehakti Thi Jo Gulshan Mein Kali Ki TarahYun Toh Koi Aata Nahi Iss Viraan Chaman MeinYeh Kiski Parchai Hai Kuch Meri Hi TarahYun Toh Dard Ka Rishta Bahot Gehra HaiPar Yaadein Bhi Ek Kadwa Sach Hai Zindagi Ki TarahWoh Aaya Aur Chala Gaya Sab Kuch LekarLipti Reh Gayi Rooh Badan Par Ajnabi Ki TarahKise Dhundti Hai Iss Duniya-e-Dast Mein Tanha NazarKoi Saathi Ho Mera Bhi Iss Khamoshi Ki Tarah...

Pyar main dhokha khakar hum badnam ho gayeHar gali har chauk par mere charche aam ho gayeHar baji ki tarah pyar ki baji bhi haraBagair chale hi mere kadam bekam ho gayeAanshu ke sath-sath mujhe itni to khushi miliKi akhbar ki surkhiyon main mere bhi nam ho gayeHushn walon ko to koi dosh hi nahi detaApne upar hi sare ilzam ho gayeGam iss bat ka raha ki un hatho ko mehdi hi milaAur ‘Avinash’ ke hatho main chhalkte jam ho gaye ..

Teri bewafai ka charcha sareaam kar doonFir bhi apna dil tere nam kar doonBewafa ke nam se na ho jaye mashhoorAaj ye iljam apne nam kar doonBewafa ka shila achha nahi hotaDil todkar hasna ye bhi achha nahi hotaDil ke har jakham ko hanske ab sahuTu bata iss duniya main teri kya nam doonSajaye maut se badtar ye saja hai pyar kiAaj iss saja ko apne nam kar doonKya mila hai tujhe dil todkar ‘Avinash’ kaDil ki har aah ko gumnam kar doon.

Bikhar rahi hai meri zaat usay kehnaKabhi milay to yehi baat Usay kehnaWo sath tha to zamana tha hamsafar meraMagar ab koi nahi meray sath usay kehnaUsay kehna k bin us kay din nahi kat-taSisik sisik k kati hai raat usay kehnaUsay pukaron k khud hi pohanch jaon us k passNahi rahay wo halaat usay kehnaAgar wo phir bhi na lotay to a meray meherbanHamari Zeest k Halaat usay kehnaHar jeet us k naam kar raha hon meMe Manta hoon apni Haar usay kehna...

Aankhon Aankhon Main Raha Dil,Maine Utar Kar Nahi Dekha..Kasti Ke Musafir Ne Samundar Nahi Dekha..Jis Din Se Chala Hoon,Meri Manzil Par Nazar Hai.Aankho Ne Kabhi Meet Ki Manzil Ko Nahi Dekha..Pathar Mujhe Kehta Hai Mera Chahnewala,Main Mom Hoon Usne Mujhe Chhoo Kar Nahi Dekha..Yaaro Ki Mohabbat Ka Yaqeen Kar Liya Maine.Phulo Mein Chhupa Huwa Khanjar Nahi Dekha..Mehboob Ka Ghar Ho Ya Bazaar Ki Galiya,Jo Chhod Diya Usne Mud Kar Nahi Dekha…!!!

Jisne humko chaha, use hum chah na sake,Jisko chaha usae hum pa na sake,Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,Kisi ka toda aur apna bacha na sake,Ek aur sher sunata hoon——-Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska tha;Ek hum hi akele thei, kafilaa bhi uska tha;saath chalne ki soch bhi uski thee, Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha;aaj akele hain.dil sawaal karta hai.Log to uske the, .kya khuda bhi uska tha????This isJeet, may be your new friend.

:: For My Special Friend ::Ghazlon mein tere ishq ka churcha na karen gayHum tujh ko yuon sar-e-aam ruswa na karen gayKiyon hum peh uthaeen sang-e-malamat ki fasileinBehtar hai tere shehar mein hum aaya na karen gayYeh chaand yeh taary yeh haseen raat ka aalamMunsoob tere naam se kya kya na karen gayWiraan hoey qasr-e-tamana ke dareechyAabaad kabhi pyar ki ab duniya na karen gayHar cheez ki bohtaat mein nuqsaan bohat haiShiddat se kisi shakhs ko chaha na karen gay.

Punjabi bewafa shayari / poetry collection will help tell your lover hat he/she is bewafaHasde Ne Avein, Hass Ke Ruwa Jande Ne Lok,Milde Ne Avein, Mil Ke Juda Ho Jande Ne Lok,Pal Do Pal Di Mohabbat Nu Umra Da Sath Na Samjhna,Mohabbat Vi Karde Ne, Te Khafa Vi Ho Jande Ne Lok,Naseeban Ch Pyar Nahi Si, Jo Mainu Milya Hi Nahi,Kar Ke Izhaar E Mohabbat Vi Beparvah Ho Jande Ne Lok,Hun Kis Ton Shikva Kariye Apni Mohabbat Da,Kar Ke Wafa Da Vaada, Bewafa Ho Jande Ne Lok…

Dil ki mere beqarari mujhse kuchch puchcho nahiShab ki meri aah-o-zaari mujhse kuchh puchho nahiBaar-e-Gham se mujhpe roz-e-hijr mein ik ik ghadiKya kahun hai kaisi bhaari mujhse kuchh puchcho nahiMeri surat hi se bas maaloom kar lo ham-damonTum haqiqat meri saari mujhse kuchh puchho nahiShaam se taa-subah jo bistar pe tum bin raat koMaine ki akhtar-shumari mujhse kuchh puchho nahiHam-damon jo haal hai mera karunga gar bayaanHogi unki sharm-sari mujhse kuchch puchcho nahi.

Aankh padati hai kaheen paon kaheen padta haisab ke hai un ko khabar apani khabar kuch bhi nahishama hai gul bhi hai bul-bul bhihai paravana bhiraat ke raat ye sab kuch hai sahar kuch bhi nahihashr ke dhum hai sab kahate hain yun hai yun haifitana hai ek teri thokar ka magar kuch bhi nahinesti ke hai mujhe kucha-e-hasti mein talashsair karta hun udhar ke ke jidhar kuch bhi nahiek aansu bhi asar jab na kare ae “tashna”fayeda rone se ae dida-e-tar kuch bhi nahi 

Kitni ajeeb judai thee ke tujhe alwida bhe na keh sakaTeri sadgi mein itna fareb tha ke tujhe bewafa bhe na keh saka.———————————Saza dene wale Raza poochte haiJeene ki Humse Waja poochte haiDete hai khud hi Zehar akarPhr kitna hua asar pooochte hai..——————————-aisi kismat kahan humariki didar-e-yar ho jataAgar main or jeeta towo bhi tera intzar ho jata...

Mujh ko yaad hai ab bhi wo chaht ka zmanawo tera dorty hue meri taraf chaly anawo mujh ko dekh kar tere hotoin per muskuraht ka jhilmilanawo meri bahon mai aa kar tera mujh mai sama janawo bat bat mein mera rooth sa janawo itny piyar sey tera mujh ko mnanawo raat raat bhar jaag ker mere sar ko dabanawo piyar sey mujh ko janu bulanawo tera mery ishq mai doob janawo tery haaton ki mehndi mai mery naam ka jhilmilanakya tum ko yaad nahi chahat ka wo zamanabahut muskil hoga mujh ko bhulana..

Ek Pal Mai Ek Sadi Ka Maza Hum Se PoochhyeDo Din Ki Zindagi Ka Maza Hum Se PoochhyeBholay Hai Rafta Rafta Unhai Mudato Mai HumQisto Mai Khud Kushi Ka Maza Hum Se PoochhyeAgaz-E-Ashiqui Ka Maza Aap JaniyeAnjam-E-Ashiqui Ka Maza Hum Se PoochhyeHansne Ka Shauq Hum Ko Bhi Tha Aap Ki TarhaHansiye Magar Hansi Ka Maza Hum Se PoochhyeWoh Jaan He Gaye K Hume Un Se Pyar HaiAnkho Ki Mukhbari Ka Maza Hum Se PoochhyeNa Doost Banao Huzeifa, Na Qareeb Lao Kisi KoDoosto Ki Bewafai Ka Maza Hum Se Poochhye

Dard Me Doobi Tehreer TeriDil Ke Taron Ko Chhed GayiKyon Ki Teri Aankhon Mein Besabab Udaasi HaiKyon Ki Tere Chehre Pe Dukh Hai, Badhawasi HaiKyon Saughawar Tera Daaman HaiKyon Tere Lahje Me Ajnabi Pan HaiWoh Ke Umr Bhar Jisne Shahar Bhar KeLogon Me Mujh Ko Ham Sukhan Jaana,Dil Se Aashna LikhaKhud Se Meherbaan SamjhaDilruba LikhaLekin……Ab Ke Saada Kaagaz Per Surkh Roshnai SeTune Talkh Lahje MeMere Naam Se Pahle Sirf “Bewafa” LikhaJaane KyonJaane KyonJaane Kyon ?????