Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya,
Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya,
Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi,
Karte Bhi Kya Jab Apne He Gair Bana Diya…

Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….

Dil main hur raaaz dabaa key rakhtay hein
Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein..
ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai..
iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein…

.*””*.*””*.Kabhi zindagi main kisi k liye mat rona,Isliye k voh aapke aansuon k qaabil nahin hoga,Aur voh jo is qaabil hoga…Voh aapko kabhi roney nahin dey ga.!!.*””*.*””*.

mohabbt ke chand lamhe saath bitaane,ko tayaar the hum,pyaar ki kasti paar pahunchane,ko tayaar the hum,saare riste naate tod tumse milne,ko tayaar the hum,samjh na paaye tum humari ankho ki baaten,issiliye khamosh yaar the hum.

Dil main har raaaz dabaa key rakhtay hein
Honton pay Muskaan sajaa key rakhtay hein..
ye duneeya sirff Khushee mein saath daytee hai..
iss liye hum apnay aansoo chupaaa kay rakhtey hein…

Kuchh cheeze hum purani chhod aaye hain,
Aate aate uski aankho me paani chhod aaye hain,
Ye aisa dard hai jo bayaa ho hi nahi sakta…
Dil to saath le aaye dhadkan chhod aaye hain…!!

Kyon Hijr Ke Shikwe Karta Hai Kyon Dard Ke Rone Rota Hai; Ab Ishq Kiya To Sabr Bhi Kar Is Mein To Yahi Kuch Hota Hai; Aaghaz-e-Musibat Hota Hai Apne Hi Dil Kee Shaamat Se; Aankhon Mein Phool Khilaata Hai Talvon Mein Kaante Bota Hai

Kaise tumko bhool jayein ,
Kaise kehdein Alvida,
Dil ne dil ko abhi jaane na diya,
tasleem na karsaka ye khoon jigar hamara..
Kabhi dil ne humko samjhaya kabhi humne dil ko samjhaliya..

Aise Toh Thes Nahi Lagti Thi, Jab Apne Rootha Karte The,Itna Dard Toh Na Hotha Tha, Jab Sapne Toota Karte The,Apka Shayad Dil Bhi Toote, Jhoothe Pyar Karneh Walo Ka,Es Kadar Pyar Koi Karta Nahi, Ke Merne Wale Ke Saath Koi Marta Nahi.

Kabhi Kabhi Yaad Mein Ubharte Hain Naqshe Mazi Mite Mite Se; Wo Aazmaish Dil O Nazar Kee Wo Kurbatein Si Wo Fansle Se; Kabhi Kabhi Aarzoo Ke Sehra Mein Aake Rukte Hain Kafile Se; Wo Sari Baatein Lagav Kee Si Wo Sare Unvaan Visal Ke Se

Aap wo phool ho jo gulshan mein
nahin khilte
Par jis pe aasmaan ke farishte bhi fakr
hai karte
Aap ki zindagi hadd se zyada kimti
hain,
Janam din aap hamesha mnaye yu hi

Dard aankho me jhalak jata h par hotho tak nai aata
Ye majburi h mere ishq ki jo milta h kho jata hain
Use bhulne ka jajba to har roz dil me aata hain
Par kaise bhula de dil har jarre me jisko pata hain

Dard aankho me jhalak jata h par hotho tak nai aata
Ye majburi h mere ishq ki jo milta h kho jata hain
Use bhulne ka jajba to har roz dil me aata hain
Par kaise bhula de dil, har jarre me jisko pata hain

Toot padti hai nayi roz khabar shaam ke baad…
waqt hota hai azabon mein basar shaam ke baad…
Meri aankhon se baraste hue daryaon me…
doob jati hai teri raah-e-guzar shaam ke baad.