Tere Aane Ki Ummid Me Ek Paigam Likaha HaiAshko Ki Shyahi Se Tujhe Salam Likha HaiAdhure Se In Khwabo MeRutha Hua Tera Naam Likha HaiAaj Bhi Tere Intezar Me Raahen Udas Ho ThiTere Na Aane Dard Raha Dil Me Kuch Soch Ye Aakhiri Kalaam Likha HaiTu Kar Khushiyo Ki Mehfile AabadMeri Duaao Ne Ibadat Me

Paimaane Taras gaye ki yeh tere lab ki kashish haijalwagar tu mehfil me, yaa mere asaa’r ki Tapish haiHar ek Wajah me bewajah tu mujhe talaashta haiyeh koii shoukh hai yaa mujhe paane ki talab haiab to rang laane lagi hai meri bhi kai ummideeintere harf-e-duaa se yaa mere ishq kaa kamaal hai..

Tujhe Yaad Karte Hain.Tujhe Yaad Karte Hain Har Sans K BadKabhi Subh Se Pehle Kabi Sham K BadKabhi Milo To Kuch Karen BateinEk Jam Se Pehle Ek Jam Ke BadDil Ki Dewaron Pe Tera Nam Likte HainKabhi Fursat Mein Kabhi Kaam Ke BadMere Marne K Bad B Log Tujhe PukarengeKabhi Mere NAAM Se Pehle Kabhi Mere NAAM K Bad.

Kisiko deke dil koi nawasanj-e-fugaan kyu hoNa ho jab dil hi seene me to phir mooh mein zabaan kyu hoQafas mein mujse rudaad-e-chaman kahate na dar humdumGiri hai jispe kal bijli, woh mera aasheyan kyu hoYahi hai aazmana to satana kisko kehte haiAdu ke holiye jab tum, to mera intehaan kyu hoWafa kaisi kahan ka

Mene kab dard k zakhmo se shikayat ki hai
Haan mera jurm hai k maine mohabat ki hai
Aaj fir dekha h use mehfil me pathar bankar
Mene aankho se nahi dil se baghawat ki hai
Usko bhool jane ki galti bhi nahi kar sakta
Toot kar ki h toh sirf usi se mohabbat ki hai

Ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiNsab ke dil se utar gayaa huuN mainkaise apnii haNsii ko zabt karuuNsun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiNkyaa bataauuN ke mar nahiiN paataajiite ji jab se mar gayaa huuN maiNab hai bus apna saamnaa darpeshhar kisii se guzar gayaa huuN maiNvoh hii naaz-o-adaa, voh hii Ghamzesar-ba-sa

Tu ja raha hai to to tanhaiyan bhi leta jaYe tallukat ki parchaiyan bhi leta jaNajar ke chrche,ghari ki kahaniya bhi sametGali me gunjati ruavaiyan bhi leta jaGai ruton ka har ek lamha mujhko lauta dePhir apni yadon ki purvaiyan bhi leta jaKabhi jo toot ke barsi thi meri aankhon seJo ho sake vo khamoshiyan bhi leta ja.

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila HaiIs Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila HeGuzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur seEk khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila HaiMere Damaan ko khushiyo ka nahi MalaalGham ka khazana jo isko beshumar mila haiWoh kamnasib hai jinhe mehboob mil gayaMein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai.

Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache TheBachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache The,Tab To Sirf Khilone Tuta Karte The,Wo Khushiyan Bi Na Jane Kaise Khushiyan Thi,Titli Ko Pakad Ke Uchhla Karte The,Paoon Maar Ke Khud Barish Ke Pani Mae,Apna Aap Bhigoya Karte The,Ab To Ek Aansu Bi Rusva Kar Jata Hai,Bachpan Mein To Dil Khol Ke Roya Karte The

Jin sapno ka mai tara thaaaj un sapno ka hathiyara hoon,ghot diya aaj unki vicharone ko,apna en acharoen sa,nakam hokar apne prayatno ma,toda ha unka armano ko,kya sounch ker unhona muja pala,jo aaj bangaya unka liya zahar ka pyala,hai kismat na muja bada sathaya,muj sa hi unko ha rulaya,muj sa aye kaisa guna ho gaya…

Jab bikhare tut kar toh ehsaas hua Har kisi se itna dil lagaya nahi karte
Yaha masum chehre bhi loot lete hai Har ek pe yuhi etbaar kiya nahi karte
Koyi aur bhi muntezir hai tera kahi Ik shakhs ki talab hi kiya nahi karte
Pal bhar me badal jaate h log yaha Aise logo se mohabbat kiya nahi karte

Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash karMusam naya hai, tazah thakane talash karAankhon ki duobti hoee kafiyatain na dekhIn murdah aansoon main zamane talash karMahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujheGaliyon main apne dost purane talash karYa roshni ki burf se chehre ko dhaanp leYa zulimaton main khawab suhane talash kar...

Dard ko zakam ne seencha hai,Humko unki mohabbat ne roka hai,chal diye thae char kandho par,Par kambaqt unki bebasi ne roka hai,Alvida keh gaye wo hame apne humsafar k sath,Rok kar raka tha hame jane yumraj k sath,Toot gaya hai dil mera jb sath unhone mera chora,aaale na jaye koyi aur dil meraisi liye maine ab yeh duniya chora.

Kuch tere khawab kuch mere khawab the,kuch milne to kuch bichdne k kisse ajib the,Thi to doulat duniya ki lekin tere bin bilkul garib the,banate the kabhi sapno ka mahal lekin sapne bhi adhure hi naseeb the,jab bhi aajmaya khud ko to paya kitna bhi ladlo halato se……kisi ko pane aur khone me to apne apne naseeb the.

Yehi wada lia tha naHmaisha khush he rehna haiTo daikho, daikh lo a karMeri ankhun ko daikho tumYeh kitni shokh lagti hainMere honton ko daikho tumHmaisha muskuratay hainKoi bhi gham agar ayaIsy hans kar saha main neMere chehry ko daikho tumHmaisha purskun hogaTU SOCHO GAY…Kiya tha mein ne jo tum seWo wada kar dia pora,Maga