Wo ek dost jo mujhko KHUDA sa lagta haibahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta haiNaKhuda Saath hai phir bhi humen saahil na milaNaseeb humara humsee khafa sa lagta haiSaari khushiyaan hui haasil hume Zamane kiphir bhi dil main to koi ghum chupa sa lagta haiWoh Aik Dost Jo Mujko Khuda” sa lagta haikoi jab do dilo ke darmian nahin doorijism ka jism se kyon faslaa sa lagta hai.

Bighi Palkon Tale Hum Ne Chupae Ansoo,Hasna Chaha Maghar Ankh Me Ae Ansoo,Tum Ko Malum Shaed Ho K Na Ho,Tere Jane Pe Bhohat Hum Ne Bahae Ansoo,Pyar Ik Khel Kaha Tha Ke Tamasha Karte,Hum Ne Yeh Soch Ke Khud Se Bhi Chupae Ansoo,Jo Tere Sangh Bite The Vo Din Yaad Bhohat Ae,Hum Ne Injame Muhabat Pe Bahae Ansoo,Tu Sada Khush Rahe,Abad Rahe,Shad Rahe,Teri Ankh Me Kabhi Ek Bhi Na Ae Ansoo..

Mujhko ek bar aajmate to sahi;Wo meri bajm mein aate to sahi.Maine rakha tha sare sham se gher ko sajaker;Tumne rukte ek pal mager aate to sahi.Aapki khatir aapki khusiyon ki khatir;Khud bhi ho jata neelam batate to sahi.Yakeena aapke hisse mein raushani hoti;Shamme wafa dil mein ek bar jalate to sahi.Mai bhi insan hu patther nahi kyu thukraya ?Khud ho jata tukde tukde batate to sahi..

Raahein aashiqui ke maare, raahein aam tak na pahuche,kabhi subah tak na pahuche, toh kabhi shaam tak na pahucheMujhe mast agar bana de yeh mast Nigaah teri,Mera haath kya meri nazar bhi kabhi Jaam tak na pahuche,Mujhe Gham nahi apni Bekasi ka koi, khayal yeh haiBaat badte badte tere naam tak na pahuche,Ab koi ruthein na is tarah kisi se,Ki payaam tak naa aaye aur salaam tak naa pahuche.

Har Bul-Hawas Ne Husn-Parasti Shiaar Kee; Ab Aabroo-e-Sheva-e-Ahl-e-Nazar Gayi; Nazare Ne Bhi Kaam Kiya Wan Naqaab Kee; Masti Se Har Nigah Tere Rukh Par Bikhar Gayi Translation: Each common lover has become a fake priest of beauty The distinction of the visionary lover has been erased Looking itself performed the function of secreting you Each blinded gaze refracted on the glories of your face

Mazboor ye haalaat idhar bhi he udhar bhitanhaaii ki ek raat idhar bhi he udhar bhikahne ko bahut kuch hai magar kis se kahe humkab tak uuhi khamosh rahe aur sahe humdil kahata hai duniya ki har ek rashm gira dekyu dil me sulagate rahe, logo ko bata dehaan.. humko muhabbat hai, muhabbat hai,muhabbat haiab dil me ye baat idhar bhi hai udhar bhiMazboor ye haalaat idhar bhi hai udhar bhi�.

Manzar Ik Bulandi Par Aur Hum Bana Sake; Arsh Se Idhar Hota Kaash Ki Makaan Apna; De Woh Jis Kadar Zillat Hum Hansi Mein Taalenge; Baare Aashna Nikla Unka Paasban Apna Translation: Could we build on some pre-eminence and see what lay below If only we had a different home apart from the sky However much he insults me I can take it with a smile By chance the beloved s guard turns out to be a friend

Woh Baada-e-Shabana Kee Sar-Mastiyan Kahan; Uthiye Bas Ab Ke Lazzat-e-Khwab-e-Sehar Gayi; Udti Phire Hai Khaak Meri Koo-e-Yaar Mein; Baare Ab Aaye Hawa Hawas-e-Baal-o-Par Gayi Translation Gone are those spirited nights of intoxication Arise The blissful sleep of dawns that follow is also dispersed A cloud of my ashes rises in the street of the other Finally oh wind I no longer crave wings or plumage

“…Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha “…..Nandkishor mujhe kabhi dil kabhi Aankhon se pukaro
"ADMIN"
Yeh honton ka takalluf to zamane keliey hai..👌👌👌👌👌👌…..”
Wohi husan, wohi ghuroor, or wohi doori…”🌙🌙🌙🌙🌙🌙🌙

Meri wafao ka duniya kya sila degibahut karegi naya jakham ek laga degiMai sange mil hoon pathar nahi hoon raste kaKi jab bhi chahegi duniya mujhe hata degiDilo ki shama jalate chalo ki iske siwaChirag jo bhi jalenge hawa bujha degiTumhare jahno par tari hai khauf ka aasebBatao kaise tumhe jindgi sada degiWah chashme naj bahut fitna saj bhi hai “Aashiq’Na jane jurme mohababat ki kya saja degi..

Kabhi Aansoo Kabhi Khushi DekhiHumne Majboori Aur Bekasi DekhiChand Lamhaat Jeene Ke LiyeBechke Apni Zindagi DekhiAndhere Agar Ghir Aaye HoTere Pehloo Mai Raushni DekhiTeri Naraazgi Ko Kya SamjheinHumne Khud Apni Bebasi DekhiHum Kyon Yahan Badnaam HaiZamaane Ki Humne Dillagi DekhiWaadon Par Bharosa Abh Kyon RaheHumne Azeezon Ki Wada-Khilaafi DekhiEk Hum Hai Jo Lut Gaye TanhaVarna Duniya Bhar Ki Dosti Dekhi

Mohabat phir mohabat haykabhi dil say nahi jati…lakhon rang hein is kay..ajab hi dhang hein is k..,kabhi sehra..,kabhi deriya..,kabhi jugno..,kabhi anso..,hazaron roop rukhti hay..badan jhulsa k jo rakh day..kabhi woh dhoop rakhti hay…,kabhi ban ker yeh eik jugno.shabe gham ki andheron mein..dilon ko aas deti hay…….,kabhi manzil kinarey per..,sadyon k musafir ko..,faqat eik piyas deti

Gham Se Marta Hun Ki Itna Nahi Duniya Mein Koi; Ki Kare Taziyat-e-Mehr-o-Wafa Mere Baad; Aaye Hai Bekasi-e-Ishq Pe Rona Ghalib; Kiske Ghar Jayega Sailab-e-Bala Mere Baad Translation: I perish with grief the world offers no companion To give rituals of succour for love and fidelity in my aftermath I am weeping for that soul-sick outcast love Ghalib Whose habitat will be visited by its turmoil in my aftermath

Manzil bhi ussi ke thi, raasta bhi ussi ka tha…Main sift ekela tha, baki sab kaarwa bhi ussin ka tha…Meri saath chalne ke soch bhi ussi kit hi, phir meri ko chdne ka faisla bhi ussi ka tha…Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha, ab aansoo ka samandar bhi ussi ka ka hai,Mera dil agsar ab swaal karta hai mujse, ke sab kuch ussi ka tha per ….“kya kudha bhi ussi ka tha�

Zikar Us Parivash Ka Aur Bayaan Apna; Ban Geya Raqeeb Aakhir Tha Jo Raazdaan Apna; Mai Woh Kyon Bahut Peete Bazm-e-Ghair Mein Ya Rab; Aaj Hi Hua Manzoor Unko Imtihaan Apna Translation: Discourse over that ravishment compounded with my eloquence Made a rival out of he who used to be my confidant Oh Lord Why would they imbibe so much in a stranger s gathering The limits of my endurance were put to the test today