Dukh Dard Ki Saugat Hai Duniya Teri Kya HaiAshkon Se Bhari Rat Hai Duniya Teri Kya HaiKuch Log Yahan Nur-E-Sahar Dhundh Rahe HainTarik Si Ik Rat Hai Duniya Teri Kya HaiPaband-E-Mashiyat Hai Tanaffus Bhi Nazar BhiIk Jaziya-E-Lamhat Hai Duniya Teri Kya HaiTaqadir Ke Chehare Ki Shikan Dekh Raha HunAina-E-Halat Hai Duniya Teri Kya Hai

Dunia kehti hai on kai pyaar nai onhai zindagi dai di,mujha toh mere pyar nai gham kai ilawah kuch nahi diya,Tum ne yeh kia kr diya,mujhe rula diya,is pathar se aansoo nikal diya,Gham ka Khazana moo pr mar diyaoos ki mohabbat nai aik hi to tahzeeb sikhai hai,‘AFREEN’Roz rotay hoai so jatai hain magar shiqwa nahi kr patai.

Ashkoan Ki Barsaat De GayeeWo Jaate Jaate,Aahon Ki Saughat De Gayee,Wo Jaate Jaate,Dil Ne Chaha Tha Bhar Lenge Use, Baahon Me,Aarzuon Ki Bouchhar De Gayee,Wo Jaate Jaate,Badhaya Jo Khadam Maine Use, Chhune Ke Liye,Raahon Me Kaantein Bikher GayeeWo Jaate Jaate,Lada Tha Main Duniya Se Jiski Khatir,Hami Par War Kar Gayee, Vo Jaate Jaate.

Kuch aise ghao bhi hote hainjinhen zakhmi aap nahi dhotebin roye huye aansuon ke tarahsine mein chupa ke rakhte hainaur sari umr nahi roteninden bhi muhaiya hoti hainsapane bhi dur nahi hoteq phir bhi jagate rehte hainq sari raat nahi soteab kis se kahen ae jan-e-vafaye ahal-e-vafa kis aag mein jalate rehte hainq bujh ke rakh nahi hote

Wafa karne se mukar gaya hai dil
Ab pyaar karne se darr gaya h dil
Ab kisi sahare ki baat mat karna
Jhute dilaso se bhar gaya h dil
Jab bulate the jinda dil the hum
Ab na aana ke marr gaya hai dil
Ab wo pagalpan na wehshat hai
Kha k dhoke itne sambhal gya hai dil

Wafa karne se mukar gaya hai dil
Ab pyaar karne se darr gaya h dil
Ab kisi sahare ki baat mat karna,
Jhute dilaso se bhar gaya h dil
Jab bulate the jinda dil the hum,
Ab na aana ke marr gaya hai dil
Ab wo pagalpan na wehshat hai,
Kha k dhoke itne sambhal gya h dil

Aaghaaz-e-Safar Har Koii Jaane Anjaam-e-Safar Kis ko PataManzil Se Muhabbat Sab ko hai Raasto ki Rukavat kis ko pataSab hai gultaa’n Apni Apni masti me Keh Raha hai ShayarAaj Hai jo Mehfile yahaan Kal ho naa ho kis ko PataHar Koii khele khel Taqdeer ka Kehl-e-Laqeer kis ko pataabhi hai baaki raat kahin kal ho na ho savera kis ko pata..

Jab Bhi Yaad Aate Hain Afsaane Apni Mulaqaton Ke,Dhadkane Lagne Lagti Hain Parayi Aur Rukene Si Lagti Hain,Hosh Kahin Jaise Kahin Gum Ho Jata Hai,Aankhen Tujhe Dekhene Ko Tadapti Hain,Yeh Zindagi Ek Bhoj Si Lagene Lagti Hai,Tujhse Judi Koi Dil Ki Dor Si Lagti Hai,Har Taraf Ek Ghana Kohra Sa Lagta Hai,Waqt Bhi Kuch Thehra Khoya Hua Sa Lagta Hai..

Tum Nay Morjhay Hoay Phool Kabhi Daykhay Hain ?Dil Ki Qabron Pay Paray ……Hejar Ki Lash Ki Ankhon Pay DharayTum Nay Uktay Hoay Khwab Kabhi Daykhay Hain ?Dard Ki Palkon Say Laptay HoayGhabray HoayTum Nay Baychain Duayan Kabhi Daykhi Hain ?Mohobbat Kay Kenaron Pay Bhatkti PhertiTumnay Kabhi Dykha Hay Mujhay ?Kia Kabhi Daykha Hay Mujhay ?

Der lagi lekin, maine ab hai jeena seekh liya,Aansuoo ka bin maine, ab jeena seekh liya,Ab maina ye jana, kise kahu apna.Hai koi yaha jo mujh se keh gya, ke kaha tu rhe gayi,Zindagi toh hai jaise Kaarwan tu hai, Tanha kab yha,Sabhi toh hai, sabhi toh hai yaha.Der lagi lekin , maina ab hai jeena seekh liya,Aansuoo ka bin maina, ab jeena seekh liya.

Gunah Hua Hai Mujhse Yeh Maana Maine,Kya Thi Majboori Kya Kabhi Jaana Tumne,Zakhm Tumko Mila Hai Per Dard Humko Hota Hai,Apni Bawafai Per Dil Saari Saari Raat Rota Hai,Kerdia Maaf Keh Ke Apna Gam Na Seene Mein Dabaya,Suji Huyi Aankhe Aur Murjhaya Hua Chehra Humse Na Chupaya,Kuch Ker Humper Raham Aur De Humko Saza,Yuh Aansu Bahaker Hum Ko Aur Na Tadpa..

muhabbat ka sabab mai tujhse puchun kis qadarkhayyalon mai hai bass tu hee shaam o saherkuch yoon guzzarta hai tanhaiyyon mai dinnatay hi shaam ho rubaru tera chehra raat bharteri tarah hai neend bhi rooththi hui mujhseikk tera deedaar aur chaand taaron pe ikk nazartaaron ke tootnay kaa abb intezaar rehta haik utha ke haath maang loon tujhe phir uss pahe

Aah aur dard bas tera talabgaar hua
Aankh patther huyi, ashk aabshaar hua
Ye judayi bhi amavas ka ek sitara hain
Chand k bin ye falak bhi daagdaar hua
Meri palko ka jhapakna bada muskil h
Aisa tab se h, jab se tera didaar hua
So rahe h en makano ke bashinde sabhi
Main jaga reh k basti ka gunehgaar hua

Aah aur dard bas tera talabgaar hua
Aankh patther huyi, ashk aabshaar hua
Ye judayi bhi amavas ka ek sitara hain
Chand k bin ye falak bhi daagdaar hua
Meri palko ka jhapakna bada muskil hai
Aisa tab se h, jab se tera didaar hua
So rahe h en makano ke bashinde sabhi
Main jaga reh k basti ka gunehgaar hua

Zindagi ki uljhano mein ulajhta rahaBas uske pyar ke liye hardum tarasta rahaJaanta tha woh shayad hi kabhi mujhe haasil hogiPhir bhi jhute dilase se dil bahlata rahaSocha tha kabhi to waqt mere saath hogaPar who bhi ret ki tarah mere haath se fisalta rahaKhuda ko ye bhi na manzor tha aankho mein kaid karoon uske aks koIsliye to har lamha paani ki tarah meri aankon se behta raha...