`
Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye,
Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye,
ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha,
Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.

Meherbani karke hamari ek aakhri ghuzarish puri kar dijiye.Aapki noor bhari aankhon ko hamari nazaron se mila dijiye.Jeene ki khwahish tho ek sapna ban kar reh gayi hai.Sirf ek baar muskura ke humein Jannat ke dawaar tak pohoncha dijiye.

Tarapthe woh hain jinn ko koi ehsaas ho,
door kar ke dua karthe hain, kaash woh mere paas ho,
yeh judaai ke pal khud rothe hai tumari yaad main…
faryaad karthe hain…dard ka bi koi insaaf ho..

Churakar Dil Toh Mera Woh Bekhabar Se Baithe Hain
Milate Nahi Najar Nahi Humse Woh Chat Par Aan Baithe Hain
Dekh Kar Humko Kitab Se Mooh Chhipakar Baithe Hain
Unhein Khud Nahi Maalum Ki Woh Kya Kar Baithe Hain

Mat kar itna guru surat pe a hasina
......
.
.
.
Teri surat pe nahi
.
.
.
.
hum to teri chhoti bahen pe marte
h..........

kisi ne kaha PYAR amrit hai....
kisi ne kaha PYAR zahar hai....
hum to dono samjh kar pee gae....
agr amrit hua to umar bhar ko pyar milega...
agr mar gae to tadap tadap kar jeena ni padega.....;(

Din me yaad usko ek baar nahi 100 baar karte the
ye jante hue ki uski yaad hi aayegi phir bhi intezar karte the
par jab us bekadar garoori se hi chot khai hamne tab hosh aya ki
hum to kisi pathar se pyar karte the

Toote Huye Se Hain Mere SapneRoothe Huye Se Hain Mere ApneManzil Ki Talash Mei Is Kadar Door Chale Aaye Hain HumTanhai Ke Saaye Hain Na Jaane KitneThami Huyi Si Hai ZindagiBikhri Huyi Hai Har BandgiChaahkar Bhi Mud Na Paaye HumBebas Hain Hum Kitne.

Woh mehandi wale hath mujhe dikha kar royi Ab main hoon kisi aur ki, Yeh mujhe bata kar royi Pehle kehti thi ki nahi jee sakti tere bin Aaj phir se woh baat dohra kar royi Kaise kar loon uski mohabbat pe shak yaaron Woh bhari mehfil mein mujhe gale

Teri aahat par dard saa hai,koi gam mera ham dard saa hai,baat jo bhi ho teri-meriis jahan me koi apnaa saa hai,door aur paas kya kisi se aas kyasab to ek pal ka sapnaa saa hai,koi nahi hota dard me kisi kaapnaa kaha kar bharam aurdhokhaa sa hai...

Ek Jurm Hua Hai Hum Se Ek Yaar Bana Baithe Hain
Kuch Apna Sa Us Ko Samajh Kar Sab Raaz Bata Baithe Hain
Phir Us Ke Pyaar Kee Raah Mein Dil-o-Jaan Gawa Baithe Hain
Woh Yaad Bahut Aate Hain Jo Hum Ko Bhula Baithe Hain

Pata Tha Tut Jaana Hai Ek Din Fir Bhi Na Jaane KyunHar Raat Har Din Naye Khwab Tha BoontaTujhe Paane Ki Zid Thi Har Lamha Har PalNa Kisi Zulm O Sitam Na Anjaam Ka Darr ThaKya Karoon Ki Zor Chalta Nahi Khud PeTujhe Dekh K Bhi Ishq Na Karta Tou Kya Karta

Diya Diye Se Jala Loon To Chain Aaye Mujhe; Tumhein Gale Se Laga Loon To Chain Aaye Mujhe; Mohabbton Ke Saheefay Hain Ya Azaab Koi; Tere Khatoot Jala Loon To Chain Aaye Mujhe Translation: Saheefay = A written document Azaab = Torture Khatoot = Letters

Dil Ki Gehrai Mein Hai Bahut KuchPer Keh Nahi Sakti Sab KuchDab Kar Hain Ghum Ki BateinSisakti Hue Kati Kahi RatienKuch Cheez Ki Talash ThiTalash Hai…..Doondti Hoon Doondti HoonWoh Khoye Hoye Dinown KoDoondti Hi Reh GayiSaari Zindagi……

Dete hai kyu woh dard bas hami ko?,kya samjhenge woh bewaffa inn aankhon ki nami ko?,Lakhoan diwane hain jis chand ke,kya woh mehsus karega ek tare ki kami ko??Kab takk khelenge aur torenge woh inn dillo ke saath,Akhir kabhi chand pe bhi gharan lagna hi hai.