Qeqahay QehqahayRoshni RoshiNazer Ki Zuban Mien Thee ChashniSaray Aaina BhiPasay Aaina BhiAagehi Thee Ya Khud AagehiQehqishan QehqishanJugnoon Say BaniJhilmilati Rida….Khushi Si Khushi TheeNasha Sa NashaWohi Bankpun ThaWohi Thee AadaWohi Hath ThayMakhmali MakhmaliSandliy SandliyMager Un Pay Ub TheeBari Kham SiKisi Aur Nam KiBilbilati Hina…Jeet K Jub Chali Zindagi SamnayRaakh Ka Dheir Thee Zindagi Samnay

Nazr-e-Fareb Qazaa Kha Gai To Kya Ho Ga
Hayaat Mout Se Takraa Gai To Kya Ho Ga
Nayi Sahar K Bohat Log Muntazir Hain Magar
Nayi Sahar Bhi Jo Kajlaa Gai To Kya Ho Ga
Na Rah numaaon Ki Mehfil Me Le Chalo Mujh Ko
Me Be-Adaab Hun Hansi Aa Gai To Kya Hoga
Gham-e-Hayaat Se Be-Shak Hai Khud-Kushi Aasan
Magar Jo Mout Bhi Sharmaa Gai To Kya Ho Ga...

Husn Ghamze Kee Kashakash Se Chuta Mere Baad; Bade Aaram Se Hain Ahl-e-Jafa Mere Baad; Mansab-e-Sheftagi Ke Koi Qabil Na Raha; Hui Mazooli-e-Andaz-o-Ada Mere Baad Translation: The clash between beauty and seduction is assuaged in my aftermath The faithless are consequently at peace in my aftermath No one is left worthy of the eminence of deire s insanity The manner and the ways of love are banished in my aftermath

jo aap se behad pyar karta ho
who kisi baat per ruth jaye ...
••••••Toh••••••
usey bina ego ya attitude ke
mana
lena chaye galti kisi ki bhi ho
••••••qki••••••
mohabbat zyda der roth jaye
to duriya aajati hai...!!

Main kisi aur ka hoon itna bata kar royaWo mujhe mehndi lagay hath dikha kar royaMujhe anjaam-e- mohabbat nahi mäloom hargizYe kaha aur mujhe seenay se laga kar royaJo mujhe zabt ki talqeen kiya karta thaWo zamänay ko mera haal suna kar royaAansu ban kar nikal na jaun kahin, is Dar seApne ashkoon ko wo aankhoon mein chhupa kar royaWasl ka aakhri lamha jo muyassar tha hameenUsi lamhay mein wo sadiyoon ko sama kar roya..

Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya,mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya,jab aai mout apni to usse raha na gaya,aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diyaDard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se..

Kal Raat Jane Kya HuaKuch Dair Pehlay Neend SeKuch Ashk Milnay Aa GayeKuch Khuwab Bhi Tootay HuayKuch Log Bhi Bhoolay HuayKuch Gard Main Lipti HuiKuch Bay Panah Pheli HuiKuch Khol Main Simti HuiBey Rabt Si Sochain LyeBhooli Hui Baatein LyeIk Shaks Ki Yaadain LyePhr Dair Tak Jagey RheySochon Mei Gum Bethey RheyUngli Say Thanday Farsh PerIk Naam Bus Likhtey RheyKal Raat Bhi Wo Raat ThiKuch Dair Pehle Neend SeHum Dair Tak Rotey Rahey

Yeh Kahan Kee Dosti Hai Ki Bane Hain Dost Naasih; Koi Chaarasaaz Hota Koi Ghamgusar Hota; Rang-e-Sang Se Tapkta Woh Lahu Ki Phir Na Thamta; Jise Gham Samajh Rahe Ho Yeh Agar Sharaar Hota Translation: What kind of friendship my friends have turned to be preaching No one brings solutions no one brings comapssion The veined stone has burst into an incessant flow of blood When touched by the ember which you think is merely my grief

Sad Hindi Poetry on Dardey IshqBichrey To Dardey Ishq Ka Chara Na Kar SakeYoon Tarqe Aashiqi Bhi Gawara Na Kar SakeVerna Vo Intezaar Me Sadiyaa GuzarteyHum Hi Chale To Unko Ishara Na Kar SakeJo Aatishi Parasti They Vo Bhi Na Jaane KyonApne Hi Ghar Me Aag Gawaraa Na Kar SakeUsko Agar Thi Shehar Ki Gar Rounaqke AgarTanhaiyon Se Hum Bhi Kinara Na Kar SakeKuch Is Tarah Se Usne Bikhera Hume YahanHum Aur Zindagi Me Bharosa Na Kar Sake

aat kam kiijiye, zahaanat ko chhupaate rahiyeajnabi shahar hai yeh, dost banaate rahiyedushmanii laakh sahii, khatm na kiijiye rishtadil mile yaa na mile haath milaate rahiyeye to chehre ka faqat aks hai tasviir nahiiNis pe kuchh rang abhi aur chaDhaate rahiyeGham hai aavaaraa akele meN bhaTak jaataa haijis jagah rahiye vahaaN milte milaate rahiyejaane kab chaaNd bikhar jaaye ghane jangal meNapne ghar ke dar-o-diivaar sajaate rahiye.

Apni zindagi ke har lamhe ko tera mohtaj kar liya haiazadi nahi milte meri rooh kojab tak tere har ang ke tadap mere ander baqi haitere tasveer ko dosron ke nazar se dekho ye meri majal nahidua mangta hu mera pyar tere liye meri sooch se zyada wasee hohar noor ka shukar guzar ho jisne tujhe roshan kiya mere liya ,wajood main lane ke liye us noor se naraz rahajis ne tere wajood ko zahir kiya mere liye magar dusron ke noor se anjan rakha.

Yaad TumhariYaad tumhari bahut aati hai,Mere dil ki bechaini ko badhati hai.Ek pal bhi bhool na paun tujhe mein,Ab to hawayen bhe teri kahani sunati hai.Har pal mere sath rahti ho,Mere har khwab tum sajati ho.Akele me izhaar karti ho mohbbat ka,Par duniya se na jane kyon chhupati ho.Jahan dekhun vahan tera hi aksh milta hai,Har par saaya tera sath mere chalta hai.Ek pal bhi bhool na paun tujhe mein,Ab to hawayen bhe teri kahani sunati hai.

Zulmat Kade Mein Mere Shab-e-Gham Ka Josh Hai; Ek Shamma Hai Daleel-e-Sahar So Khamosh Hai; Na Muzhda-e-Visaal Na Nazara-e-Jamal; Muddat Hui Ki Aashti-e-Chashm-o-Ghosh Hai Translation: The visible darkness of my home is intensified by the night of pain The only proof of dawn is but a candle which has already been spent There is no word of an encounter nor the joy of beholding For an age now there has been peace between sight and hearing

Fitana phir aj uthane ko hai sar lagata haikhoon hi khoon mujhe rang-e-sahar lagata haiman lun kaise ki main aib sarapa hun faqatmere ahabab ka ye husn-e-nazar lagata haikal jise phunka tha ye kah ki ki dushman ka hai gharsochata hun to wo aj apana hi ghar lagata haiehatiyatan koi dar phod lain divar mein abshor badhata hua kuch janib-e-dar lagata haiek daravaza hai har samt mein khulane ki liyehon na ho ye to mujhe shekh ka ghar lagata hai

Ho sake toh pyaar ka itebar kar ke dekhnaPhir lafzon se iqraar kar ke dekhnaJunon ki had se aage nikal jain geFaqat ek bar hum se izhaar kar ke dekhnaHota hai dil kyu betaab aur beqararEk lamhey ka intezar kar ke dekhnaHijar mein katain hain shabo-roz ki tarhanGhari ki tak tak shomar kar ke dekhnaTere intezar mein umar bhi ghawa diEk bar mera intezar kar ke dekhnaTere hussan ki kashish teri sadgi hai janiYeh sab kuch uss par nisar kar ke dekhna..