Arz Kiya Hai: Dil Mein Dard Hai Aur Ankhon Mein Ansu Hai; Wah Wah Dil Mein Dard Hai Aur Ankhon Mein Ansu Hai; Zara Apni Wale Ka Number Dena Suna Hai Baadi Dhassu Hai

Hothon Ko Chhua Usne Ehsaas Aab Tak Hai; Ankhon Mein Nami Sanson Mein Aag Aab Tak Hai; Waqt Guzaar Geya Par Uski Yaad Na Gai; Kya Panipuri Thi Yaar Swaad Aab Tak Hai

Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne K Baad; Ab Kisiko Dekhna Nahi Tumhein Dekhne K Baad; Dunia Chod Deinge Tumhein Pane K Baad; Khuda Maff Kre Itna Jhoot Bolne Ke Baad

Banany Wale Ne Ek DOST Mere Lia Banaya HyJise Aap K Roop Mein Mainey Paaya HayJo Mere Dil Main Aise Samaya HyJaise Purani Haeli Main “BHOOT” Ka Saaya Hay

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai …
ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata ha

Hum Chat Par Charhe Patang Urane Ke BahaneWo Bhi Chat Par Aayi Kapde Sukhane Ke BahaneUske Mummy Ne Jo Dekha Ye Haseen NazaraJhadu Le Aayi Wo Bandar Bhagane Ke Bahane

Bhagwan kare tujhe bahut pyaar mile
sabhi ladkiyan tujhe baandhe rakhi
tujhe jeevan bhar ka unka saath mile.
Happy Raksha Bandhan.

Tere Pyaar Mein Paagal Ho Gaya Peter …..Waah! Waah!..Tere Pyaar Mein Paagal Ho Gaya Peter …..Waah! Waah!...Ab Hero Honda Splendor, 80 Km Prati Litre .. !!

Hum Chat Par Charhe Patang Urane Ke BahaneWo Bhi Chat Par Aayi Kapde Sukhane Ke BahaneUske Mummy Ne Jo Dekha Ye Haseen NazaraJhadu Le Aayi Wo Bandar Bhagane Ke Bahane

Tumhaari Yaad Dil Se Jaane Nahin Denge; Tumhaare Jaisa Dost Khone Bhi Nahin Denge; Roz Sharafat Se SMS Kiya Karo Warna; Ek Kaan K Neeche Denge Aur Rone Bhi Nahin Denge

Umeedo ki manjil toot gayi
Aankho se ashqo ki dhara beh gayi
Are tumahri bhi kya izaat reh gayi
Jab class ki ladki bhaiya keh gayi.

Haqiqat Samjho Ya AfsanaApna Samjho Ya BaiganaHamara Aapka Rishta He PuranaIs Liye Farz Tha Aap Ko BatanaKay Garmiyan Aa Gayi Hain,Ab Shuru Ker Do Roz Nahana!Jao Nahao

Woh Aaj Bhi Hume Dekh Kar Muskurate Hein; Gaur Farmiyae: Woh Aaj Bhi Hume Dekh Kar Muskurate Hein; Yeh Toh Unke Bachche Hi Kamine Hein; Jo Humein Mama-Mama Bulaate Hein

Dewangi Se Kum Na Thi Kuch Apni JustujuHum Bewafa Jahan Mein Wafa Dhondte RahayMehromiyon K Dor Mein Kin Hasraton K SathHum Chuwlon Ki BIRYANI Mein BOTI Dhondte Rahay:-D

Jawani ke din chamkile hon gaye,
husn ke tever nokile ho gaye,
faisla lene me itne dhile ho gaye,
ki unke haath peele ho gaye….